Flag chart pattern"
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Flag chart pattern"
    Assalamu Alaikum!
    Dear friend flag chart pattern Kya Hota Hai hai aaj main aapke sath share karne wala hun Taki aapko bhi Iske bare mein knowledge hasil Ho saky .
    Flag chart pattern continue trade ke bad sharp up aur sharp down ke bad Banta Hai Is patton Se Pahle price ki Sharp moment ko is flag chart pattern ka Pole Kahate Hain flag chart pattern ko draw karne ke liye trader ko chahie keva market price ke swing high aur trend line se Judi hai jo is pattern Mein resistance level ke ke Taur per work karta hai aur is pattern Mein dusri trend line se price ke swing Lowo Ko jodta Hai.
    Jab tak Ham chart pattern ko samajhne ki koshish Nahin Karenge aur unko daily bases per study Nahin Karenge To isase Hamara trading Mein successful Hona impossible hy Is Tarah main aapke sath detail share karta hun.
    Flag chart pattern in Forex:
    Dear member To Jaise ke aap ko pata hai ki flag chart pattern Ek continue trade pattern hai ya market kay sharp up aur Shark down ke bad banta hai Is patton Se Pahle sharp price mobe ko flag chart pattern Kahate Hain.
    IS ke sath flag chart pattern ko draw karne ke liye traders ko chahie ki wo market price Ki High Sewing ko trendline se Torr De Jo is pattern ki resistance level per work karta hai. Aur is Ke Piche jo swingline hoti hai low Ko Jod deta hai. Support level per work karta hai aur flag chart pattern 5 to 20 candle Banti Hain.

    Important Of flag chart pattern:
    Forex trading Mein chart pattern ko understand karne ke liye trader chart pattern ko study Karte Hain. Kyunki is mein price chart moment price ke trend Mein changes ko accuracy ke sath identify karta hai.
    Chart pattern currency price and commodities price ko chart pattern ke sath track karne ke liye use hone wale bahut se important technical tools Hai Is Tarah trading Mein currency price aur commodities price ko Sell buy karne ke liye chart pattern per depend karta hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20211108-WA0002.jpg
Views:	1
Size:	79.3 کلوبائٹ
ID:	12477909
    Types Chart pattern:
    3 types Hai flag chart pattern kijo ke trading main use rahte hain.
    1. Traditional chart pattern.
    2. Harmonic chart pattern.
    3. Candlestick pattern.

    Trading with Flag chart pattern:
    Flag chart pattern Mein Jab price candle ko closed resistance level se upar Deti Hai To is break-out ki confirmation Ho Jaati Hai Is per buy ki trade open Karni chahie Jo kewadi fayde Mand hai.
    Bearish Flag chart pattern.
    Bearish Flag chat pattern brush ke mid Mein banta hai aur current bearish continues ka signal Deti Hai bearish flag chart pattern py trading ke liye traders support level ka Breakout ka vate karta hai aur Agar bearish flag chart pattern ko resistance level Karti Hai Tu Ye veiled signal Nahin.
    Aur is Mein stoploss ko Pattern ke resistance level per place Karen aur take profit ko Iske Pattren ke support and resistance level ke Centre Mein distance Ke Niche barabar Mein place Karen.

    Bullish Flag chart pattern.
    Bullish flag chart pattern long bullish Trend ke Centre Mein banta hai.
    Aur yah bullish train ka up jaane ka signal Hota Hai bullish trend per trading ke liye trader price chart pattern ko resistance level ko break karne ka vate karta hai agar price support level ko break karen to signal valid ho ga.
    Aur is main stop-loss ko pattern Ke low Ke Niche place Karen take profit ko petron ke support or resistance level ke Centre Mein distance ke barabar placs Karen.

    Dear friend ummid karta hun aapko is knowledge se bahut help milegi.

اب آن لائن

Working...
X