Aslaam o Alaikum.
Dear Pakistan's forex forum members, admin, moderators aur good analyst. Main yeh umeed karta hoon k aap sab khairiat say hongay apnay weekend ko enjoye kar rahay hongay aur bhi apki khairiat k liye hamesha dua go hoon.
Dear!
forex market main trading karnay k liye demo account ka step har aik traders k liye real trading ki tarha aik acha step hai, jiska use kartay huway traders market main ziada say ziada learning kar skatay hain apni strategies, knowledge aur apnay experience ko free of charge check kar saktay hain. Demo account main curriencies real account ki tarha same movement karty hain. Jab traders market main kaam kartay hwuay demo account ka proper aur permanent use kartay hain to unk mined ki satisfactions hoty hai qk forex sab say pehlay mined ka business hai, isi tarha agar ham beginners hai aur hamaray pass market main trades karnay ka koi experience nai hai to ham real account k sath start main he bahut big loss kar saktay hain jisk liye har aik beginner aur professional traders k liye demo account sab say ziada important hai. Demo account ki facility har aik broker provide karta hai jis main ham trading k douraan kisi bhi kisam ka koi risk liye baghair trading kar skatay hain aur sath hamain kisi bhi kisam k loss ka koi khatra nai rehta hai.
Ham aaj ki is post main demo account k kuch aisay steps ko share karaingay jis main sab members apnay apnay knowledge k hisaab say achay comments write karaingay aur sath sath yeh umeed ki ja sakty hai k sab members ko is post say benefit mil skata hai k kaisay demo account say traders market k risk ko manage karnay k liye experience hasil kar skatay hain.
Benefit of demo accounts:
Dear!
forex trading main jab ham entr hotay hain to sab say pehlay ham is main demo ki help say apni strategies ko test kartay hain, agar ham demo ki help say apni strategy main paas ho jatay hain tab ham usay real acount main apply kartay hain is liye demo account ka trading start karnay say lay kar professional traders bannay tak hamara sath hona sab say ziada important hai, qk agar ham apni strategies ko test kiye baghair market main real invest main apply kartay hain to usk fail honay say hamain sirf loss aur pareshani ka samna ho sakta hai jo aik traders k fail honay ka reason banta hai jisk liye zaruri hai k ham sab say pehlay iska use karain aur market main ziada say ziada benefit achay profit k sath hasil karain.
Not To Risk Real Money:
Dear!
forex trading k sab traders is baat ko achi tarha say jantay hain k trading main risk laina aik khatra hai jis main liye agar ham market main demo account k sath start hotay hain to ham aisi situations say bach saktay hain jis main hamain risk laitay hwuay loss ka samna ho sakta hai is liye demo account k sath risk ko test karna hamko koi loss nai honay daiga jis say ham market main trading krnay say pehlay khud ko aik perfect traders ban kar market main trades kar skatay hain aur success ko hasil kar skatay hain jis main koi risk nai hai jis main koi loss nai hai.
Good Luck To Everyone..:)