Breakout trade and power price channel;
jab price channel ko chart par rakha jata hey yeh high or lows ko identify kar sakta hey jes par pair nay aik specific period mein trade ke ho nechay dey gay chart par channel 20 period par set key gai hein es ley woh last 2 deno kay period kay doran trading pairs highs or lows ko identify karte hey
es tarah woh chart par support or resistance levels visual tor par identify kar sakte hey channel ko breakout trader entry level kay ley estamal kar saktay hein yeh os wakt hota hey jab price nechay kay trend mein support kay nechay ya oppar kay trend mein resistance kay opar up trend mein break karay
jab break out hota hey to esay aik entry signal kay tor par samjha ja sakta hey kun keh price mein aik semat mein agay janay ka emkan hota hey aay daily chart mein channels ke aik mesal ko dakhtay hein
jaia keh chart mein bataya geya hey keh jo lower channel lines hey woh support ko indicate karte hey or uppar channel lines resistance ko indicate karte hey
jaisa keh trading strategy mein pehla kadam es direction ko indicate karna keh humen pairs ke trade karne chihay EURCAD kay pair kay baray mein hum jantay hein keh modarja zail wajohat ke base par pairs ko short karnay kay mawakay talash karna chihay price action 200 SMA say kam ho or es say door ho raha ho es tehreer kay wakt EURCAD say kamzor hey February kay end mein es EURCAD chart price yakay bad degray onchean lay rehe hey
ab jab keh hum nay pair ke trade ke semat ko identify kar lea hey to hum apne entry ko fine tune karnay kay ley kam time frame ko daikh saktay hein es pair par humaray makasad kay ley 1hour kay chart ko tarjee daytay hein kun keh hum entry kay kareeb ho saktay hein
jab enter day chart daily kay nechay kuch ho jain gay to hum indicator ko 55 period mein tabdel kar dein gay hum yeh indicatr thra sa slow karnay kay ley kun keh hum aik bullish low time frame chart par challay gay hein
ager price nechle channel lines say nechay 1.2941 par toot jate hey to aik trader pair ko sell kar sakta hey stop oppere channel line kay oppar 1.3041 par rakha jay ga jaisa keh daikha ja sakta hey price kay channel nay humen hamaray stop placement par breakout entry fraham ke hey
trade kay agay barhanay kay sath sath monazam karnay kay ley aik trader daste tor par stop ko oppere channel kay belkul opar rakh kar trail karay ga or trade os wakt close ho jay ge jab price action os makam tak pohnch jata hey to yeh oppere channel lines or stop ko cross karta hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим