Classification of overbought and oversold levels in Relative strength index....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Classification of overbought and oversold levels in Relative strength index....
    Relative strength indicator ek bahut hi achcha indicator hai aur market mein ham is indicator ki madad se market ke overbought aur oversold level ko bahut hi aasani ke sath analyse kar sakte hain aur hamen maarpeet ke a friend Ka pata chal sakta hai hai isliye hamen is indicators ke levels ko samajhna chahie tha ki ham market mein kam karte hue ine level se fayda utha sake aur market mein acchi trading kar sakte hain hamari itni acchi practice hogi aur ham jab bar bar practice karenge to tab ham is indicators ke level se achcha fayda utha sakenge kyunki jab tak ham acchi practice nahin kar paate Hain tab tak hamen market chart ko analyse karne mein dushwari hoti hai aur jab hamari practice acchi Hoti Hai to fir ham bahut hi aasani se chart ke analyses kar sakte hain.

    Relative strength index:

    Relative strength index indicator ek oscillator indicator hai aur market mein ham is indicator ki madad se overbought or oversold levels ko bahut hi aasani ke sath analyse kar sakte hain is indicator ki madad se hamen market ke top levels or bottom levels ka patha sani ke sath chal jata hai aur market mein ham bahut hi aasani ke sath Apne analysis ko complete kar lete hain is indicator ki madad se hamari trading kafi aasan ho jaati hai aur ham bahut hi aasani ke sath market ke analyses kar lete hain.

    Levels of relative strength index:

    Relative strength index indicator ke two mans levels hote Hain ek top level hota Hai aur ek bottom level hota Hai market job top level cocross Kar jaati Hai to ham usko overbought kahate Hain aur market jab bottom level ko cross Kar jaati Hai to ham usko oversold kahate Hain indu levels ki madad se ham market ke analyses karte hain aur market mein ham technical analysis karte hue market mein position Lete Hain yah 2 levels hamari trading mein bahut important hote hain kyunki ine ki vajah se hamare analysis kafi behtar ho jaate Hain.

    Overbought level relative strength index:

    Market Ka Jo top-level hota Hai use ham market ka overbought level kahate Hain overbought level 70 ka level hota Hai jab market 70 ke level ko upar ki taraf kharash Karti Hai to ham is ko overboard kahate Hain market mein jab market overbought ko cross Kar jaati Hai to ham isko oversold kahate Hain aur Jaise hi market is niche aana shuru Karti Hai to tab ham market mein koi position Lete Hain overbought level se hamen bahut hi acchi market ki information mil jaati Hai.


    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	15
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12475842

    Oversold level relative strength index:


    Market ka jo bottom level hota hai usko ham oversold level kahate Hain market mein oversold level 30 ka hota hai aur jab market 30 ke level ko niche ki taraf talash Karti Hai to ham usko oversold position kahate Hain aur jab market 30k level se upar aana shuru kar deti hai to tab ham market mein koi position lete hain kyunki yah hamara entry-point hota hai aur is time hamen relative strength indicator se signal mil raha hota hai ki aap market ki position uptrend mein jaane wali hai.

    Trading with overbought level:

    Market jab Kisi overbought position per pahunchi hai aur market jab Saman TK level ko process kar jati Hai to tab ham market ke wapas aane ka intezar karte hain aur Jaise hi market 70k level se niche aana shuru kar deti hai to tab ham market mein selling ki position ji lete hain kyunki is time market se hamen yah signal milta Hai ki market aap niche ki taraf jane wali hai aur market mein ham bahut hi aasani ke sath selling key positions le sakte hain aur market mein profitable trading kar sakte hain is Tarah se relative strength indicator se hamen kafi acchi information mil jaati Hai.

    Trading with oversold level:

    Market mein oversold level se bhi hamen kafi acchi information mil jaati Hai kyunki market jab Kisi e bottom level ko niche ki taraf ka rasta jaati Hai to market mein hamen ye information milati hai ki market aap oversold ho chuki hai aur Jaise hi market 30 ke level se upar aana shuru Karti Hai to tab ham market mein buying ki position lete hain kyunki market mein hamen confirmation mil rahi hoti hai ki market ne aap uptrend mein jaane wala Hai aur is Tarah se ham market mein acchi position lekar acchi trading kar sakte hain.

    Importance of overbought and oversold levels:

    Market mein overbought and oversold levels ki kafi importance hoti hai agar ham in level support seriously analyse karte Hain to ham market mein kafi achcha profit Kama sakte hain isliye hamen in levels ki practice karni chahie aur market ke price chart per jab ham acchi practice karenge tab hamen bahut achcha result milega kyunki jitni hamari acchi practice hogi utna hi hamen achcha result milega aur hamari trading aasan hogi isliye hamen in levels ko importance deni chahie kyunki in ki vajah se hamen market mein aasani ke sath kamyabi mil jaati hai aur market mein ham bahut achcha profit tumhara sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X