Things You Know About Robot Trading In Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Things You Know About Robot Trading In Forex.
    Aslaam o Alaikum.

    Dear Pakistan's forex forum members,admin, moderators aur good analyst. Main yeh umeed karta hoon k aap sab khairiat say hongay aur main apki khairiat k liye hamesha dua go hoon.

    Dear!
    Forex market main trading karnay k liye aur isay asaan bananay k liye traders bahut saray tareekon k sath market main entry laitay hwuay profit hasil kartay hain aur loss say bachnay k parograam banatay hain, forex traders aur investors market main entry k liye apni trades aur invest ko robots k sath convert kar saktay hain jisay computers aik parograam k sath monitors kartay hwuay hamari trading ko asaan banatay hain. Traders k pass market main trading karnay ka jitna bhi knowledge hay wo usay aik robot parogram main convert kartay hwuay wahi sara kaam automated robots say laitay hwuay market say faida hasil kar saktay hain, aik baar jab traders apnay robots ko kuch tareekay k sath ad kar laitay hain to phir usk baad yeh apnay aap market main entry aur exit laitay huway trades kartay hain phir traders market ko watch kar raha hai ya rest kar raha hai automated robots sab kaam khud he kartay hwuay traders k liye trades kartay hain.
    Pakistan forex forum ki support say aur is post k zariye say ham mazeed kuch aisi discuss kartay hain jis say umeed ki ja sakty hain k agar members achay comments kartay hain to ham sab ka is topic say bahut ziada faida bhi ho sakta hai aur sath sath ham kuch aisay losses say bach saktay hain jinka hamain kuch idea bhi nai hota hai aur ham wo loss kar bhi jatay hain jo k sab kuch darj zail main hai.

    Click image for larger version

Name:	robot333.png
Views:	1
Size:	356.7 کلوبائٹ
ID:	12475724
    Click image for larger version

Name:	robot22.png
Views:	1
Size:	426.4 کلوبائٹ
ID:	12475725

    Is forex robot trading profitable:

    Dear!
    mairay experience k mutabik forex market main trading kartay huway robots parogram ki trading say 100% earning ki koi bhi guarantee nai hoty hai, laikin in achay robots ka use kartay huway traders market ki movements ko asaan bhi bana saktay hain aur usk sath sath iski earning ko bhi possible bana saktay hain. Automatic robots trades tab he ki ja sakty hai jab aik achay tareekay say parogram ko test kia jata hai aur phir uska aik parograam bana kar usay robots ki shakal di jaty hai is liye ink use say bahut he kam nuksaan k chances hotay hain jin say market ki movements ko asani say samjha ja sakta hai. Robots parograam ko traders asaani say samjh aur use kar saktay hain inko sirf computers main instal karna aur chart pay apply karnay ka kaam hota hai baaki yeh sab kuch auto kartay hain.

    Click image for larger version

Name:	profit robot11.png
Views:	1
Size:	402.6 کلوبائٹ
ID:	12475726

    What is best robot trading parograam:

    Dear!
    mairay knowledge k mutabik bahut saray aisay robots parograams hotay hain jinkay koi bhi charges nai hotay hain wo sab free of coast hotay hain laikin un main trading k douraan bahut sary mistakes hoty hain jinki wjaha say wo market main trading kartay hwuy trades main loss kartay hain. Robot trading main sab say big disadvantage yeh hota hai k aisay rosbots scames hotay hain, sab say best robots parograams wo hotay hain jinko ham purchase kartay hain jinki ham fee pay kartay hain un say he acha benefit hasil kia ja sakta hai qk aisay robots ko robot makers terminal pay checked kartay hain aur unki mistakes ko fix karnay k baad sail kartay hain, agar traders aisay robots ka use kartay hain to aisa karnay say acha faida hasil kia ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	best11.png
Views:	1
Size:	209.7 کلوبائٹ
ID:	12475727

    Good Luck To Everyone..

اب آن لائن

Working...
X