Dear member trend per trade krna bahut important hota hai. Trend kay baghir trade krna bahut zyda dangerous ho sakhta hai. Jab aap market trend ko acchi tarah identify kar lete hain, to aap ismein bahut acchi trading kar sakte hain aur ismein aapko bahut jyada fayda mil sakta hai. Market trend se related main aapko kuchh information dena chahta hun.
Definition of Trend
Trend ko define ktny kay liye main aapkovya batana chahta hun kay Market Trend aik eisa important tool hai, Jo aapko market mein profitable trading karne ke liye useful information provide kar raha hota hai. Market hamesha apni retracement complete karny Kay bad apni long term trend main apni movement complete krti hai.
Identifying Trend
Dear forex traders Agar aap market trend ki proper identification karna chahte hain, to uske liye aap different important factors ko properly learn karke market ke trend ko find out kar sakte hain. Trend ki identification bahut important factor hota hai. Agar aap moving average indicator ki basis per iski identification karna chahte hain to aapko hamesha last 200 candlestick ki average ki basis per bhi market trend find out karne ke liye ek acchi information available ho sakti hai.
Trade in Trade
Dear member Jab aapko yah information mil jaati hai ki market mein selling ka trend hai to aapko hamesha market mein Buying trade se avoid karna chahie. Trend main trade krny kay liye specific technique hoti hain. Agar aap market mein Koi buying trade karna chahte hain, to aapko hamesha intraday trading ya phir scalping trading technique ki basis per apne targets ki achievement karne ke bad immediately market se exit kar lena chahie. Aur selling trend main hamesha aapko selling trend per hi focus karna chahie.
Types of Trend
Forex trading market kay trend ko achi tarah samjny kay bad aapko yah idea milta hai kay iski following 3 types hoti hain.
Bullish Trend
Bearish Trend
Sideway Trend
Trend Importance
Dear members Agar aap market ke overall long term trend ko find out kar lete hain, to ismein aapko definitely bahut acchi trading techniques aur strategies ki basis per profitable technique aur trading ke liye ek acchi position mil sakti hai. Market mein hamesha trend ki bahut jyada importance hoti hai. Trend ki definitely bahut zyda importance hoti hai. Agar aap market Trend ke against jaenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain.