importance of planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Yes forex trading mei success get karny k lie zarori hai k ap ne trading k lie achi planning ki ho. Agar ap ne achi planning ki ho and then trading start karen then apko forex mei success get ho gi even in every business planning plays vital role so planning is essential to be successful in the forex.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      main samjhta hoon ke forex trading ka business chalta hi planning se hai ager app is business main planning nahi karte tu ap ko loss ho sakta hai ap ko her aik trade open karne se phele planning karena hoti haie aor ye planning ap ko live account start karne se phelie demo account main learn karna hoti hain.
      • #33 Collapse

        forex mai koi bhi kaam bina planing k nahi hosakta... business koi bhi ho hamen sab se pahle uski planing lazmi karni parti hai ta k ham ak ache tarike se business ko chala saken
         
        • #34 Collapse

          yes janab achi trading ki starting kay liye ap ko planning ki strong zaroorat hoti hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
          • #35 Collapse

            forex aik aesa busiess hai jisss mian agar jisss mian hamen planing ke tehat ye business karna hota hain is lie mian bhi yehi kehna pasand karoonga ke agar ap ko is business mian trakkki karni hai to ap ko apne emotion pe kabooo pana prega
            • #36 Collapse

              jee janab planning ki boht hee important hey is busienss mey kio key is busienss ko aap aik toss planning key through hee kar saktey ehy or aap aik achi planning ley or usi key zariye hee aap trading kar saktey hey or risk bi kam hoga
              • #37 Collapse

                jb hum kisi kaam ko learn kar letay hain to hume wo kaam samjhnay me asani aur maza ata hai aur hum yaha pay b is kaam ko karnay say pehlay learn karnay ki zrorat hoti hai.
                • #38 Collapse

                  Forex business planning k sath more and more profit bnany k liye good hai es liye acha plan ban kar trading kijye takeh apko bhe best money earn ho saky.
                  • #39 Collapse

                    brother palnning ki bohat ehmiyat hai forex me or hum ko planning se bohat faida hasil ho sakta hai and hum forex me planning se bohat achi trading kar sakty hain and 100% tak result positive bana sakty hain .
                    • #40 Collapse

                      Well, ager aap koi bhee kam shuru ker rhey hen tou planning k sath zarur kerna hoga, without proper planning aap ko aagay berheny mey na sirf problem hogee bulkay aap kisi step per phans bhee sktey hen, woh tama log jo forex ko lifetime k toure per apna-na chahtey hen woh proper planning ker kay chalen.
                      • #41 Collapse

                        je ha bhi jan ap nay boat acha massage deya hay ham sab ko wo yi ikhumain plaing ki importance kay baray may jananan chahyia ka plaaning ki kya importance hay forex kay trading may to humaing planing kay sath tradding kerni chahyia ta kay profit ker sakay
                        • #42 Collapse

                          Kisi bhi kam ko achi tarah karnay aur kamyabi say karnay kay planning bohat zarori hoti hai .kion kay planning aik road map ki tarah hoti hai .is liey agar pahlay aik perfect planning kar li jaey to bohat jald kamyabi milti .isi tarah Forex main bhi planning ki bohat zarorat hoti hai .Aik perfect planning kay baghair ap aik achay trader ni ban saktay .
                          • #43 Collapse

                            forex me trading ke liye boht zada importance he planning ham log forex me trading karty hen to ham log trading ko planning se karty hen to ham ko us se boht faida hota he ku ke ye aik business he or business me planning se faida hota he.
                            • #44 Collapse

                              trading main planning ki bohat importance ha apne knowledge ka acha use karte hoe achi planning karen jitni achi apki planning ho gi utni achi apki earning ho gi so hamesha new planning k sath trading karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex trading me planning bohat important hain... is business me success gai karne k liye proper planning aur strategy banani parti hain... aur ye tbhi ho sakte jab apk pass achi knowlege aur experince ho....achi planning hogi tu business me profit he hoga.. planning ki importance he yahi hain k har kaam ko achay se kiya jaye aur success aur profit hasil kya jaye....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X