Understanding Price in Percentage ( PIP )
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Understanding Price in Percentage ( PIP )
    Forex trading market main market ki movement ko samjny kay liye uski measurements krny ka idea hona cheye. Kunk measurements kay baghir aap kamyabi hasil nahin kar sakhty hain. Dear members agar aap successful trading karna chahte hain, tu aapko hamesha market mein different terminologies ko acchi tarah find out kar Kay unki complete learning hasil karna hoti hai. Aaj main aapko aik important terminology, jisko aap Forex trading market mein Price in percentage ( PIP ) kaha jata hai, aaj main aapko iski kuch information share karna chahta hun. Kunk effective Trading karne Kay liye PIP ki complete learning aapki decision making process ko profitable bana sakhty Hain aur nuqsan ko kam kar sakhty hain.

    What is Price in Percentage

    Price in Percentage PIP aik eisa important tool hai, jiski basis per aap market ki exactly movement ko calculate kar sakhty Hain. Kunk effective Trading karne ke liye aapko market ki movement ko properly calculate karna zarori hota hai or faida nuqsan ka sabab ban sakhta hai.

    PIP Calculation importance

    PIP ki calculation bahut zarori hai. Jab aap PIP ki calculation karte hain, tu aapko mind main ya question ah sakhta hai, Kay hum iski calculation Kun krty Hain, no doubt definitely iski aik important reason hai, jab aap market ko international standard ki basis per study krty Hain, or iski movement ko find krna chahte Hain, tu PIP ki mukammal information aapko market ki exactly movement said related information provide kar rahe hote hai. All over the world market ko calculate krny Kay liye same parameters ka available hona zarori hota hai, is liye PIP ki calculation according to international standard aapko ya facility provide krti hai or faidamand ho sakhti hai.

    PIP Effect on SL/ TP

    PIP ka effect bahut zyda hota hai. Dear members agar aap Price in percentage PIP ki complete learning nahin krty Hain tu aapki decision making bahut zyda negatively affect ho sakhti hai. Kunk jab aap kei trade open karte Hain, tu us main exactly TP / SL ki limit identify nahin krty hain, tu aap khabi bhi effective trading nahin kar sakhty Hain. Kunk agr aap PIP calculation process nahin janty Hain, tu aap khbi bhi Take profit and stop loss ki value ko examine nahin kar sakhty Hain aur faida hasil kr sakhty hain.

    PIP Calculation Procedure

    Dear members PIP ka aik specific procedure hota hai. Forex trading market mein PIP ki calculation krna bahut aasan hota hai. Liken different pairs per iski calculation totally different hoti hai. Is liye aapko PIP calculation process ko acchi tarah samajh Kar apni working karna hoti hai. Jab aap different commodities aur currency pairs ki prices per PIP Calculate krty Hain, tu aapko iski requirements ko achi tarah understand or Lena cheye. Agr aap currency pairs per trading karte Hain, tu following mentioned explanation ki basis per aap PIP Calculation Process complete kar sakhty Hain. PIP ki bahut zyda importance hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	pip-cheat-sheet-forex.png
Views:	2
Size:	83.3 کلوبائٹ
ID:	12475156

اب آن لائن

Working...
X