Loss or Profit ko Time to Time Check Karna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss or Profit ko Time to Time Check Karna.
    Dear Forex Members

    Jab hum apni trading main apna previous experience compare nahi karian gy tu ap ko bata do hum nahi samaj sakty hian kay hum kitna profit or loss gain kar rahy hain or kon say woh points important hai jo hum use kar kay apni trading ko sahi tarha sy manage kar sakty hain. es kay sath humain nahi pata chalta hai kay hum es ko kis tarha behtar kar skaty hian. jab tak hum apni trading mai yeh sub nahi samjain gy tu humain ahi pata chaly ga kay kaisy hum apni trade ko sahi tarha sy manage karain gy.

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss or Profit ko Time to Time Check Karna.

    Jee Sir apki bat bilkul thek hain main apki bat sy iteefaq krta hu humera han bhot sy log iss main aisa karta hain k woh just profit k chakar main lagye rahta hain or yeh bat bhul jatye hain k iss main loss name ki be koi chez hain joh inn kah account thk wash karwa sagti hain humain chaiye k hum iss main jab be kam karye toh soch samj kar apni perviews result ko analysis karta huwa samna rakh kar iss per trading karye jis sy humain apni mistakes kah be idea hota rahye ga joh hum in a future soch samj kar iss kah muqabala kar sakiye gye humain iss main mazeed mehnaat karni chaiye joh humain iss main aik kamiyaab trader bana sagti hain or hum iss main aik acha or kamiyaab trader ban sagta hain

    اب آن لائن

    Working...
    X