Asalam o alaikum dear friends umeed karta ho tmam members kheriyat sy hongay. Dear friends aaj mein jis topic par bat karna chahta ho wo hy Forex. ji han hum forex ka nam tu bhut bar sun chukhy hy mager hamy abhi tak forex ka nhai pta k ye kia hy aaj mein forex k bary mein kuch knowledge share karna chaho ga
Introduction of Forex:
forex ya forigen exchange ek aise aalmi markeet hy jis mein dunya ki mukhtalif currency ki khareed o farokhet ki jati hy. ye dunya ki sab sy bari markeets meinsy ek hy jis ka daily hujam ek muhtat andazy ky mtabiq 2.5 trillion dollers sy bhi zyada hy. Forex market ki ek intahai ahem aur anokhi kasosiyat ye hy keh ye markeet din k 24 ghanty khuli rehti hy aur koi bhi shakhs kisi bhi waqt kahi sy bhi kisi bhi currency ki khareed o firookht kar sakta hy aisa dunya k different eilaqo mein majoood time zon ky beach majood farq ki waja sy mumkin ho paataa hy jab European markeets band hoti hy tab amercan markeets ka aagaz ho jata hy amercan markeet ky badn honay sy qabel asian markeets ka agaz ho jata hy aur asian markeets k band honay sy phely hi european markeet phir sy apny agly din aagaz start kar deti hy. ye silsila hafty k 5 dino tak chalta hy. Forex Markeet Saturday aur Sunday ky din band hoti hy. Currency ka karobar karny waly ko "Trader" aur iske Order process karny waly ko "Broker" kaha jata hy
Forex Market Kaisy Kam Karti hy:
Forex mein tmam currency ko pairs ki shakal mein dikhaya jata hy. For Example, EUR/USD or USD/JPY. ek currency dosri k badly Kharidi ya firookht ki ja sakti hy pheli currrency ko baise currency jabkeh doseri ko Quote Currency kaha jata hy. agar koi trader EUR/USD ka pair kharidta hy tu drasal USD k badly EUR Kharid raha hota hy aur aisa wo tab karta hy jab esay ye umeed hoti hy keh Euro American Doller ka badly Strong hoga aur istrah wo profit hasil kar saky ga. Forex mein zyada tar Trading Base Currency k 100,000 units ki lots ki kharid o Farokht ki jati hy. agar EUR/USD ky pair ki price 1.5550 hoto es ka matlab ye hy keh es waqt 1 Euro $1.5550 k equal hy. agar EUR/USD ki price 1.5550 sy increase ho kar 1.5551 hojaye tu ham kahy gy keh pair ki price mein 1 pip ka izafa (increment) howa hy pip kisis bhi currency pair ki price k sab sy akhri unit ko kaha jata hy. 100,000 units ki lot mein eski price $10 aur 10,000 units ki choti lot mein eski price $1 tak hoti hy.
Margin:
Trader k account mein majod wo raqem jo kisi bhi currency ko kharidnay k liay broker ko darkar hoti hy Margin kehlati hy. margin kam honay ki sorat mein trading plateform tradser ko currency kharidnay ki ijazat nhai daita. bilkul isi trah agar trade khusary mein ja rahi hy tu Broker ka softwear usy tab tak hi khula rehny dy ga jab tak trader account mein darkar margin baqi rahy ga. Margin Khatum ho jany ki sorat mein trade khud ba khud hi band ho jaye gi.
Equity:
accunt billence k sath hi ek colum equity ka bhi hota hy. agar apka account $100 ka hy tu trade open karny sy phely apki equity $1000 hogi apke account kisi bhi qisam k loss ya profit ki addition(+) aur Subtraction(-) sirf us waqt hoti hy jab aap wo trade band karty hy ya margin k kami ki waja sy band kardi jati hy es sy phely aap apna virtual billence equity ky colum mein dhek sakty hy
Spread:
Akhir broker hamy intehai levearage Q farham karta hy? kia humary profit sy kuch kmata hy? ya hmara loss uski jaib mein jata hy? ji nhai umuman aisa nhai hota. achy broker, trader ky prfit, Loss ya comission ki bjay qimat kharid aur qimat farokht ky beach majod farq sy profit hasil karty hy. esay spread kaha jata hy

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим