what is Margin in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is Margin in forex trading
    what is margin in forex trading;


    forex margin aik naik neyate deposit hey jesay aik trader trade shron karnay kay ley zamannt kay tor par estamal karta hey basic tor par woh kam az kam rakam hey jes ke zaroorat trading account mein nai position open karnay kay ley estamal hote hey yeh aam tor par forex currency ke trade national value(trade size) kay fesad kay tor par batai jate hey deposit or trade ke pore price kay darmeyan farq Brokar say odahar hey
    Click image for larger version

Name:	using-margin-in-forex-trading_body_deal-ticket-margin-in-forex-Copy.png.full.png
Views:	2
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12474532

    forex mein margin ke messal


    zaill mein mokamal trading size kay mokaballay mein forex margin ke zarorat ke basre nomaindge hey

    trade ka size; 10.000$
    Margin ke zaroorat; 3.33
    Click image for larger version

Name:	using-margin-in-forex-trading_body_Margin-histogram-edited-final-Copy.png
Views:	1
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12474529

    Margin or Leverage kay darmeyan tauloq/relation


    jare karnay say pehlay leverage kay concept ko samajhna zaroorey hey Leverage or Margin ka apas mein gehra taulaq hey kun keh jetna zyada margin darkar ho ga kam leverage say trade kar saken gay es ke wajah yeh hey tradar apnay paison say zyada trade kay ley funding karne ho ge or es kay ley woh brokar kay ley kam paison say zyada trading ke funding karne ho ge es ley woh brokar say kam karz laynay kay kabel hey

    leverage bhe big profit or big loss day sakte hey es ley yeh bohut zaroorey hey keh trader leverage ko zamay dare kay tor par estamal karay yeh bat yad rahay keh leverage brokar kay darmeyan mokhtalef ho sakta hey or mokhtalef daira ekhteyar mein mokhtalef hey


    understanding forex margin requirements;


    forex margin kay takazay brokar kay zarey martab key jatay hein or woh risk level par mobne hey jo woh farz karnay kay ley teyar hotay hein jab keh regulatrey pabandeon ke pabande kartay hein
    zail mein GBP/USD ke mesal de gai hey forex margin ke zaroorat aik mesal say sabait hey anwan kay tahat 'Deposit Factor' hota hey
    Click image for larger version

Name:	using-margin-in-forex-trading_body_deal-ticket-margin-in-forex-Copy.png
Views:	1
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12474530
    margin aik fees kay tor par daikha jata hey jesay trader ko ada karna hota hey jesay trader ko ada karna hota hey tahum yeh lain dain ke lagat nahe hote hey open position kay ley darkar margin ka tayon trading size say kea jata hey jaisay jaisay trade ka hajum barhta hey trader aglay darjay par challay jain gay jahan margin ke zaroorat bhe barah jay ge
    zyada otar charhao kay doran margin ke zaroorat bhe barah jay ge ya economic data release kay natejay mein mamol say zyada otar charhao mei hesa dalnay ka emkan hey
    pehlay 2 darjay mein esse margin ke zaroorat ko 3.33 % par barkarar rakhtay hein laken phir darj zail darjon mein 4% or 15% tak barha daytay hein margin ke zaroorat ko samjhnay kay bad trader trading call say bachnay kay ley kafe rakam farhm kar daytay hein trading account par nazar rakhnay aik important zareya margin par nazar rakhna hey

    Forex Margin Level=(Equity/Margin Used)X100

    margin ko samjhnay kay bad apnay trading account mein fund daytay hein jes ke wajah say hum margin call say bach saktay hein omeed hey es thread ko mokamal read karnay kay bad margin kay baray mein kafe concept clear ho jain gay or acha knwledge hasell ho sakay ga
    bhali kay badlay bhali

اب آن لائن

Working...
X