Tips forex markeet me entry ❣️
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tips forex markeet me entry ❣️
    Assalamualaikum kesy hain ap sab kheriyat sy hongy forex s acha profit hasil kar rahy hongy forex ak bohat acha bussiness hai jis ke ager ap samjhdari k sth trade karty hain ap acha proft b hasil karty hain trade open karny sy pwhly apko achy sy analys karna hoga then apko trade leni chahye ta k ap ko loss na ho forex ak international bussiness hai humy sara mind forex ki tarf lagama chahye ta k forex ko samjj saky or samjh k tarde open karen tbhin humy faida hasil hoga to zaday zada forex ko time dwna chahye❣️❣️Forex trend markeet strategyTrend channels#dear is strategy main ap jb trade lagaty hain to market ma banny waly channels par trade krty hain market agr trend main movement kar rahe hoti hy to is man channel banty hain apko market k trend k hisab sy channel dekh kr trade lagai hoti hai. agr market ka trend up ha to apko up trend main channel ke down trendline ya phr support sy buy kr trade leni hoti ha jis dy apka take profile market ke resistance hota hai ya channel ke uptrend line hoti haCandlelistik pattren#dear is strategy main apmo market main candlestick sy banny waly pattern ko dekhna hota hai aur us par trade karni hoti hai . Dear jesa k age hum trading k bary main stude karin to humain bohat sy different candlestick pattern parhny ko milty hain jok market ka current trend change kar dety hain is main is tarah dy market main entry le jati hai.
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 26-10-2021, 12:05 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tips forex markeet me entry ❣️

    Successful traders hamesha hi market mein Apne experience discipline aur apni skills ke jariye market mein kamyabi hasil karte hain aur market mein apni mehnat se hi market analysis karte hue kamyab trading karte Hain, market mein kamyab trading karne ke liye hamen pahle kafi mehnat karni padati hai jab ham pahle kafi mehnat kar lete hain to tab hi ham market ko samajhne ke kabil hote hain aur market ke perfect analysis kar sakte hain agar ham shuru mein mehnat Nahin karte hain aur trading ke liye apni acchi strategies Nahin banaa paate Hain to fir kamyabi bhi hamen Nahin mil sakti hai trading ke kuchh rules hote hain unko follow karna bahut jaruri hota hai agar ham unko thik tarike se follow karte Hain to fir kamyabi hamare liye bilkul bhi mushkil Nahin Hoti hai.

    Some important tips for trading:


    Click image for larger version

Name:	images (47).jpeg
Views:	1
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12347080


    Forex trading ke liye main kuchh tips dena chahta hun kyunki Mera bhi trading mein kafi experience ho chuka hai aur main samajhta hun kya agar ham trading ke ine rules or regulations ko follow Karen to ham trading mein aasani ke sath kamyab ho sakte hain isliye hamen main Puri Tarah se forex market ko samajhne ki koshish karni hai aur usko follow karna hai tab hamen kamyabi milegi.

    Define Goals and Trading Style:

    Trading mein hamen sabse pahle Apne goals aur trading style ko define Karna hai jab ham Apne goals aur tradingstyle ko define kar lenge to tab hamare liye trading aasan ho jayegi, har trader ka ek apna trading style hota hai aur hamen chahie ke ham Apne experience aur apne knowledge ko dekhte hue apne liye trading style define Karen agar ham day trading thik tarike se karte Hain to hamen day trading Karni chahie aur agar ham scalping theek tarike se karte Hain to hamen scalping Karni chahie lekin ham jis trading style se bhi trading Karen hamari trading property kaise honi chahie jab ham properly kam karenge to tab hi hamen kamyabi hogi.

    The Broker and Trading Platform:

    Trading ke liye broker aur trading platform ka behtar Hona bahut jaruri hai tab hi hamen trading mein kamyabi ho sakti hai sabse pahle hamen ek achcha broker choose karna chahie aur iske bad hamen Kisi bhi broker ke trading platform ko dekhna chahie ki hamen Uske trading platform se kaisi facilities mil rahi hai aur hamara trading platform se a Kitna spread aur commission charge hota hai hai aur iske alava deposit or withdrawal ki kya position hai ine sab chijon ko dekhte hue hamen Kisi bhi broker ki selection Karni hoti hai.
    Jahan tak mera khayal hai aur mere upanayan hai to main samajhta Hun ki instaforex sabse best broker hai hai kyunki ham kafi time se iske sath kam kar rahe hain aur hamen koi bhi problem Nahin hua isliye hamen only instaforex ke sath hi Kam karna chahie kyunki yah Kisi ECN broker hai aur yah Asia ka sabse best broker hai.

    A Consistent Methodology:

    Successful trading ke liye consistent methodology Ka Hona bahut jaruri hai jab ham trading mein achcha experience hasil kar lete hain aur hamare pass trading ki ek powerful strategy Hoti hai to tab hi hamen is business mein kamyabi mil sakti hai yah Krishna risky business hai aur ismein kamyabi ke liye hamen pahle kafi mehnat karni padati hai hamen trading ke liye 1 consistent mythology banani padati hai aur tab hi ham trading mein acchi trading kar sakte hain aur acchi proformas kar sakte hain.

    Determine Entry and Exit Points:

    Market mein koi bhi entry Lene se pahle hamen acche tarike se market ke analyses karne chahie jab hamare powerful analysis honge aur jab ham market mein Entry aur exist point ko determine karenge tab hi ham kamyab trading kar sakte hain hamen acche tarike se analysis karne chahie aur market mein entry point ko talash karna chahie jab hamen acchi entry mil jati hai tab hamen market mein koi trade open Karni chahie aur hamen market may exist ke liye ek takat rakhna chahie aur jab hamara target complete ho jaaye hamen apni trade ko close kar dena chahie.

    Take profit and Stop-loss Orders:

    Hamen apni trades mein target ka rakhna bahut jaruri hai aur jab bhi ham koi trade open karte Hain to hamen use take profit and stop loss ke sath open karna chahie kyunki agar hamara profit ka target complete ho jata hai to hamari kamyab trading ke liye jaruri hai ki hamara take profit lock Hona chahie aur acchi Tarah se agar hamara market mein loss hota hai to hamara market mein ek limit tak loss Hona chahie agar ham take profit aur stop loss order ko istemal Nahin karte Hain to fir market mein Na hi hamara profit lock ho sakta hai hai aur na hi ham Apne account ko safe Rakh sakte hain.

    Conclusion:

    Market mein kisi bhi trader ki jitni mehnat hoti hai hai aur jitni acche tarike se vah apne account key management rakhta hai utani hi use kamyabi milati hai jo trader Apne account ki acche tarike se management nahin kar paate Hain unko kamyabi bhi Nahin milati hai hamen pahle acche tarike se management Karni chahie tab hamen kamyabi milegi agar hamari management baithe Nahin hogi to fir hamen kamyabi bhi nahin mil sakti hai isliye hamen chahie ki ham jitna possible ho sake Apne account key management ko behtar banaen tab hamen kamyabi milegi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Tips forex markeet me entry ❣️

      Aoa dear forex members umeed krti hn k ap log khariyat se hugy or apny kam ko emandari k sth kar ry hugy dear member mn ap logo ki btati chalo k hum log forex mn jtni ziada mehnat krngy hmn itna ziada profit milyga q k mehnat men azmat ha or mehnat ksi ki bhi hu zaia nh huti hmasha uska ajao mlta hai forex mn entry se pahly hmn chaia k forex k related information hasil karn usk bad ja k hmn kam start krna chaia or is k sath sath hmn entreated hu k apna kam krna chaia poori emandari k sth forex aik asa business hai is mn hm log jtni ziada mehnat krngy hmn uska sunta ziada profit milyga or hm kamyab hu jaingy hmari bhalai ise men hai dear member hm log koi bhi kam start krty hn jb tk hm us mn mehnat nh karngy us men hum kamyab nh hu skty kamyabi klye mehnat bhot ziada zrori hai hmn chaia k agr hum kamyab huna chahty hn to hmn chaia k hum mehnat karn inshallah hmn acha profit hasil huga

      اب آن لائن

      Working...
      X