Helpful discussions about indicators for new members.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Helpful discussions about indicators for new members.....
    What is a indicator..?

    Indicator aik eisa tool hota hai, Jo apko technically market ki expected movement sa related prediction deta hai, jiski basis per aap apni decision-making kar sakhty Hain. Market ko analyse karte hue hamen market ki bahut hi acchi indication Deta hai jiski vajah se hamare analyses aasan ho jaate Hain aur hamen market ke trend Ka pata chal jata hai is Tarah se aam bahut hi aasani ke sath market ka trend search kar lete hain. Indicators ko aap leading indicators or leggings indicators main categories Kar sakhty Hain. Kuch famous indicator ki briefly details aap sa share krna chahta Hun.

    Moving average:


    Click image for larger version

Name:	images (15) (22).png
Views:	8
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12474437

    Moving average ek bahut hi simple indicator hota hai jo ki ek sada si line hoti hai jo market ki price ke sath sath movement Karti rahti hai jab price is line se upar Hoti hai to ham market ka uptrend kahate Hain aur agar price market is line se niche Hoti hai to ham market ka downtrend kahate Hain market ko analyse karne ke liye indicator hamare liye bahut hi helpful hota hai aur ham isase kafi achcha fayda utha sakte hain.

    MACD

    Click image for larger version

Name:	images (15) (23).png
Views:	24
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12474438


    Moving Average Convergence Divergence indicator bahut familiar indicator hota hai, yah market mein oscillator indicator ka kam karta hai jisse ham market ke low levels aur high levels ko aasani ke sath analyse ka lete hain aur jaaye hamari market mein analyses karte hue bahut hi madad karta hai.Jo aapko market mein hidden divergence ki basis per apni prediction provide krta hai. Isko properly study karna aap Kay liye effective ho sakhta hai.



    Fibbonacci Retracement Indicator

    Click image for larger version

Name:	images (45).jpeg
Views:	1
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12474439


    Fibbonacci Retracement Indicator aik bahut hi powerful indicator hai, is indicator main aapko different strong Level per bahut acchi trade mil sakhti Hain. Isk strong level ko aap golden ratio Kay name sa janty Hain. Is indicators ki help sa aap bahut acchi decision making Kar sakhty Hain. Agar ham Fibonacci ko samajh Lete Hain to hamari trading kafi aasan ho sakti hai kyunki trading ke liye yah ek bahut hi help photo hota hai aur ham iski madad se market ke pi would point ko analyse kar sakte hain,


    Momentum Indicator

    Click image for larger version

Name:	images (44).jpeg
Views:	8
Size:	23.7 کلوبائٹ
ID:	12474440


    Momentum indicator bhi hamari trading mein bahut hi helpful hai kyunki is indicator ki madad se hamen market ki movement aur momentum Ka pata chalta hai ki market mein kitni teji Jha Mandi hai.Market Kay momentum Kay mutabik Trading karna aap Kay liye bahut zyda profitable ho sakhta hai. Is indicator ko properly understand karna or isko apni working main shamil krna bahut faidamand hota hai. Kunk market mein working krny Kay liye market Kay momentum ko samjna bahut zarori hota hai.

    Relative strength index

    Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	1
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12474441

    Relative strength index ek bahut hi famous indicator hai market mein se bahut se traders istemal karte hain market ki indication ke liye hamare liye bahut helpful hai.Market Kay different levels ki proper identification kar Kay trade krny Kay liye relative strength index indicator aap Kay liye useful information provide kar raha hota hai. Jab aap is indicator ko study krty Hain to aap easily oversold situation or overbought situation ko find out kar sakhty Hain. Market job 70 level se upar jati hai to ham isase overbought kahate Hain aur job market 30 level se niche aati hai tab ham isko oversold kahate Hain.

    Importance of Indicators

    Dear junior members Forex trading market mein indicators ki bahut zyda importance hoti hai. Kunk indicators aapko perfect guidelines provide kar Kay apki confusion ko door krty hain. Agar hamen indicator ke related achcha knowledge hai to hamen ko istemal karke market se kafi accha fayda utha sakte hain isliye hamen chahie ki ham indicator ko proper tarike se istemal Karen taki ham market se achcha fayda utha sake Jo log acche tarike se mehnat karte hain aur achcha knowledge rakhte Hain UN logon ke liye trading bhi aasan ho jaati hai kyunki UN logon ko trading ke related tools ka knowledge hota hai.

اب آن لائن

Working...
X