FOMC Explanation And Its Importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOMC Explanation And Its Importance
    What is FOMC (Federal Open Market Committee)?
    FOMC Federal Open Market Committee aik Federal reserves system ke aikk branch hai jo kay monetary policy aur interest rates kay baary mainn fayisla karti hai. Ye Committee 12 members par mushatamill hote hay aur jinn main sy 7 members board of governors aur 1 president of Federal reserve bank of new york aur 4 baki reserve bank kay presidents hoty hain.

    Federal Reserve System Monetary policy kay 3 tools ko control karta hay:
    1) Open market operations
    2) Discounted Rates
    3) Reserve Requirements

    Click image for larger version

Name:	Fomc.jpg
Views:	1
Size:	170.4 کلوبائٹ
ID:	12474349

    Federal reserve system kay Board of governors discount rates aur reserve requirements kay liey responsible hote hain jab kayy FOMC open market operations ki responsible hoti hai.

    Meetings Of FOMC
    Federal Open Market Committee har ssaal 8 meetings karti hai, yeh meeting regularly hoti hain magar zaroorat parhny parr zaida bhe ho sakti hain. Lekin amoomi toor par 8 meetings he hoti hain. Ye meetings publicly nahe hoti hain esi liey en meetings kay baad afwahon ke garddish zaida hoti hai. Ab kuch saaloon sy FOMC meeting minutes ko public kiya jaata hay jis sy andaza hota hai kay interest rates ko zaida ya kam kiyya jaay ga. FOMC Meetings main members local aur global financial markets ke developments ko discuss karte hainn ess kae sath muaashi aur financial peshangoi bhe karte hain.

    FOMC Operations
    Federal Open Market Committee discounts rates aur bank reserves requirements ko adjust kar kay ye cheez ka pata lagaty hain kay money ke supply ko barhaana hai ya kum karnaa hay. FOMC kay decisions market par bahut zaida asar-andaaz hoty hain. Maslan agar interest rate ko increase karny ka faisla hota hay to aik dam sy dollar ke demaand main izafaa hota hai aur jis ke wajha sy poori matket main kafi harkat dekkhney ko miltee hai.

اب آن لائن

Working...
X