False breakout and how to avoid it.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    False breakout and how to avoid it.
    Aslaam o Alaikum.

    Dear Pakistan's forex forum members, ziada tar new traders forex market main trading kartay huway support aur resistance level k false breakout k trap main fall ho jatay hain, false breakout market k consider main say hota hai qk yeh trading k douraan chart pay iski breakout ka show karwatay huway traders ko loss dilata hai, jis say ba khabar rehna har aik traders k liye bahut ziada zaruri hota hai. False breakout price ki support aur resistance levels ko breakout karnay ki attept hoty hai, laikin iska breakout na honay ki wajha say price bounce return hoty hai aur isi time main kuch traders yeh samjhtay hain k price support ya resistance levels ko break karny main succes ho rahi hai aur isi time main traders ki entry unko bahut barray loss main daal daity hai. False breakout k trap ki wjaha say jin traders k micro accounts hotay hain unka washed hona posible ho jata hai jis say aware rehnay k liye sirf aisay he traders aware rehtay hain jo market main emotions aur greed ko control kartay hwuay kaam kartay hain.

    Click image for larger version

Name:	false111.png
Views:	1
Size:	122.5 کلوبائٹ
ID:	12474197

    Types of false breakout:

    Dear, mairay expereince k mutabik jab chart pay price kisi major level k kareeb close hoty hai to ziada tar traders sirf isi mistakes aur soch ki wajha say market main aik big risk k sath entr ho jatay hain k ab sure price is level ko close karnay main success hoge laikin usk baad price retun hona start ho jaty hai jiski wjaha say traders is trap main fall ho jatay hain aur unko big loss hona start ho jata hai. forex chart pay kaam karnay ki yeh aik perfect trick hai jisko follow kartay huway ham false breakout say save reh kar loss say bhi save reh saktay hain aur acha profit bhi bana saktay hain.

    How can we avoid from this false breakout:

    Click image for larger version

Name:	false22.png
Views:	1
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12474198

    Dear Pak forum members, mairay expereince k mutabik yeh bahut he simple answer hai forex market main trading kartay huway bahut saray traders is trick pay amal kartay hwuay false breakout k trap main entr honay say bach saktay hain. Trading kartay huway jab kisi major level pay price break karty hai to hamain us wakt bhi patience ki zarurat hoty hai agar price breakout honay k baad kuch hours tak stay karty hai to ham yeh samjh aur clear kar saktay hain k yeh aik real breakout hai aur agar price breakout k baad return hona start karty hai to wo false aur fake breakout hota hai, jisk liye zaida aur bhi zaruri hai k ham chart ko H4 aur D1 k time frame say analysis karain.

    Good Luck To All...

اب آن لائن

Working...
X