How to choose right forex broker?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to choose right forex broker?
    Aslaam o Alaikum.

    Dear Pakistan's forex forum members, aaj main apni is post main bahut he simple say words k sath is baat ki explain karta hoon k hamain is huge market main kaam karnay k liye kaisay forex brokers ka choose karna hai. Forex market k baray main har koi janta hai k is wakt aik bahut he competition chal raha hai, har aik broker apnay clients ko advantages daitay huway apni tarf attract karwa raha hai, jis say ziada say ziada traders aur investers ko usk sath kaam karna hota hai, ab yeh sab kuch hamaray uper he depend karta hai k ham nay kaisay apnay principles ko follow kartay huway aik achay aur suitable broker ka chosse karna hai aur kaisay uski facilities say faida hasil karna hai. Agar ham jaldbaazi say kisi aisay broker k sath attach ho jatay hain jiska ka future nai hai to ham yeh baat samjh saktay hain k hamari is mistake ki wajha say hamari invest aur capitals ko kitna loss ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	broker2.png
Views:	1
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12474099

    This is how to choose the right forex broker:

    Spreads and commissions:

    Click image for larger version

Name:	spreads1.png
Views:	1
Size:	104.0 کلوبائٹ
ID:	12474101

    Dear, forex trading main mairay experience k mutabk spread har aik broker ka commission hota hai, jis main traders jab chart pay apni trades ko execute kartay hain to sab say pehlay broker ko hamain aik commission daina hota hai jiski wjaha say order execute honay k forun sab say pehlay hamari trades minus k sath start hoty hai aur ham wo minus balance hamain apnay broker ko daina hota hai. Forex market main bahut saray aisay bhi brokers hain jinko traders ki trading k douraan commission ka koi bhi lalach nai hota hai wo trading main sirf spreads say he apnay profit hasil kartay hain. For example agar kisi broker ka spread 3 pips k sath fix hai to aisi situations main aik broker apna profit trader ki trading say he hasil karta hai jis main uska commission kam say kam balk na honay k equal hota hai.

    Leverage and margin:

    Click image for larger version

Name:	leverages1.png
Views:	1
Size:	571.1 کلوبائٹ
ID:	12474106

    Dear, mairay expereince k mutabik leverage aik aisa loan hai jisay broker un traders ko daitay hain jinko market k chart main trading kartay huway marjin call milty hai, for example agar aik trader market main trade kartay huway apni leverage ko 1:50 k hisaab say use karta hain aur to wo apnay acount ko 1000$ pouncha sakta hai, aur agar isi tarha say same work kartay hwuay ham leverages pay control kartay hwuay kaam kartay hain to tab hamaray liye wahi account 5000$ tak run karna koi bhi mushkil kaam nai hai. Leverages pay control kartay huway har aik traders market main apnay account ko distroye honay say bhi save rakhnay main success ho sakta hai jo sirf hamain aik achay aur trusted broker say he sab kuch milna possible hai.

    Ease of deposits and withdrawals:

    Click image for larger version

Name:	deposit1.png
Views:	1
Size:	26.8 کلوبائٹ
ID:	12474107

    Dear, agar ham aik achay aur trusted broker ka choose kartay hain to us main jab ham apni invest ko deposit aur phir withdraw kartay hain to uskay methods ka acha hona bhi har aik traders k liye kisi benfit say kam nai hai, qk har aik traders jab apnay profit ko secure tareekay say withdraw karnay main success hota hai to asal main wahi uski success hoty hai ji sirf hamko aik acha broker he provide kar sakta hai.

    GOOD LUCK TO ALL..

اب آن لائن

Working...
X