Aslaam o Alaikum.
Dear Pakistan's forex forum members, forex market main bahut saray traders sirf isi wajha say kamyabi hasil kartay hain qk unk pass aik perfect technical analysis ka method hota hai jisko follow kartay hwuay wo market ki har aik movement ko asaani say samjhtay huway kamyabi haisl kartay hain. Agar ham isko aik achay tareekay say samjhnay ki try kartay hain to yeh koi bhi mushkil kaam nai hai, pakistan forum k ziada tar members beginerr traders hain is liye main aaj is post k zariye say kuch aisay technical analyst ki tips ko share karta hoon jinko follow kartay huway bahut saray beginner members ko faida bhi hasil hoga aur unk liye trading say acha profit hasil karna bhi asaank ho jayega. Mairay knowledge k mutabik yeh trading tips traders k liye perfect knowledge aur accurate information provide karainge.
Keep your chart simple:
Dear, forex market main trading kartay huway is baat ki koi bhi hamain guarantee nai daita hai k ham achay say acha technical aur tool ka use kartay hwuay profit bananay main success ho saktay hain, laikin bahut saray beginners traders is pay believe rakhtay hain k complex strategies unko acha profit dila sakty hain. Forex market main kamm kartay huway ham apnat trading charts ko jitna zaida simple rakhtay hwuay trading karaingay ham chart ko utna he ziada samjhtay hwuay kamyabi hasil kartay jayengay.
Use bigger time frame:
Dear, yeh baat professional traders say recommend hai k kamyabi hasil karnay k liye har aik traders k liye long-term ki trading aur big time frame ziada must hai, agar ham market main kaam kartay huway short tem ki trading kartay hain to us say hamain har lamha market ko watch karna hoga aur ham har wakt kisi na kisi risk main involve he rahaingay. Technical analyst hamesha market main kaam karnay k liye ziada tar D1 ka chart use kartain hain jisko follow kartay huway wo market say acha benefit bhi tab he hasil kartay hain.
Use of Correct resistance and support levels:
Dear, agar aap is baat say pareshaan hain k ham kaisay aik perfct support aur resistance level ko search karain to aaj main apni is post ki help say aap k sath is ka solution bhi share karta hoon, mairay experience k mutabik aik perfect level ko search aur identified karnay k liye har aik traders k liye yeh zaruri hai k chart main price us area ko 3 ya is say bhi ziada time test kar rahi ho, 2nd in levels ko hamain different time frame main devide kartay huway check karna chaye aur usk sath sath hamaray liye yeh aur bhi ziada best hai k ham market k chart ko daily aur weekly tiem frame sath analysis karain.
SHUKRIA.