Price Action first indicator hey details
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price Action first indicator hey details
    Price action first indicator;


    technical analysis setup aam tor par price action aam tor par tash khes ke abtadai sakal kay tor par shoron hote hey indicator ka estamal yad rakhnay wale pehle cheez yeh hey keh yeh price action ka kaam hey jab trading ke baat ate hey to indicator aik akhare tool nahe hota hey balkeh price action kay pechay ata hey price action en malomaat ko control karta hey jo ishareya belakhar chart farhm karay ese tarah aik trader ko entry kay indicator kay ley indicator say mashwara karnay say pehlay es baat ka tayon kea jata hey keh price action kea hey aik bar jab price ka taayon kea jata trader phir trend ke semaat mein trading kar sakta hey kuch trader trading kay decission ko or analysis ko price action par mobne kartay hein jab keh dosray price action or technical indicator ka majmoaa passand kartay hein j keh support system kay tor par kaam karta hey
    technical indicator price action kay moshtaq hein price action en malomaat ko control karta hey or indicator ke information ko control karta hey en indicators ka hesaab lagatar price kay mokhtalaif adad o shomar kay zarey kea jata hey jo entry or exit or roknay kay fasllay kay standard kay tor par sabait kea jata hey market kay analysis mein trend ke identification bhe zaroorey hey takeh yeh maloom kea ja sakay keh market kes tarah jamay scale kay tor par estamal kea jata hey
    Click image for larger version

Name:	price-action-indicator_body_tradingPA.png.full.png
Views:	1
Size:	36.5 کلوبائٹ
ID:	12473858

    opar walla USD/ZAR chart mein trade setup price action or technical indicator kay mabain allamte relation ko indicate karte hey chart ka intazam upward trend ke identification kar kay price action say shoron hota hey
    stochastic oscillator ke madad say market ke oversold or jo keh mazeed bullish ke taraf increase honay ko indicate karta hey entry kay wakt kay ley stochastic kay sah sath price movement par bhe nazar rakhne chihay kun keh support kay qareeb pohnchata hey aik bar jab price os level tak pohnch jate hey to trader risk management aik long position mein entry laynay ke koshish kartay hein


    price action and technical indicator;


    price action aik bohut bare technical analysis technique hey jes mein different trading strategies shamal hote hein jesay trader market ko analysis kay ley estamal karta hein technical indicator price action kay sath mell kar ache tarah kaam kartay hein takeh trader ko dorust trade karnay ka moka mel sakay

اب آن لائن

Working...
X