Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan's forex forum members, yeh baat ham sab members aur traders jantay hain k forex market ki curriencies main aik pair 2 curriencies pay consistence hota hai. Suply aur demand k law k mutabik yeh dono curriencies strong aur weak hoty rehty hain, jab kisi country main koi election hota hai to us main several opportunities hoty hain jo k darj zail hain.
Next government will maintain economic policies as before:
Dear, agar to next government yeh decide karty hai k wo pehlay ki nisbat say apni policies ko maintain rakahaige to us country main jitnay bhi investers hain wo aik sakoon feel karaingay aur apni invest k sath apnay business ko continue rakhaingay, yeh us country k liye aik bahut he achi baat hai jis say ziada say ziada pur sakoon atmospher ban jayega.
Agar new government apni policies ko change karty hai to investers k liye bahut ziada mushkilaat ka samna karna ban jayega, jis say unk liye new policies ko maintain rakhna bahut ziada mushkil aur na mumkin bhi ho jata hai.
Next government will change the previous economic policy:
Dear, agar to new Governemnt finaly is baat ka decide karty hai k wo apni previous tamaam policies ko change karaige to jitnay bhi investers nay abroad say us country main invest ki hoge unko new policies k tehat kaam karna hoga, kabhi kabhi new policies say investers ko aur bhi ziada faida milta hai laikin aisa har aik government kabhi bhi nai sochty hai.
Aksar aisay bhi investers hotay hain jo elections k douraan apnai invest ko short term k liye invest kartay hain jis say curriencies bhi short term k liye strong ho jaty hain. Mairay knowledge k mutabik yahi kuch reasons hain jinki wjaha say aik country main elections k douraan curriencies significant ho kar movement karty hain.