Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan's forex forum members, mairay knowledge k mutabik forex market main trading kartay huway kamyabi ko hasil karnay k liye achay capital ki koi zarurat nai hoty hai jab tak ham market main kaam karnay k liye iska completely tareekekaar na samjh lain. Forex market main kamyabi hasil karnay k liye aur nakami say chutkara hasil karnay k liye jab tak ham khud serious nai hain ham kisi bhi big capital say khud ko strong nai kar saktay hain aur na he kabhi ham market ki reality ko samjhnay main kamyab ho saktay hain.
Yeh aik hakeekat hai k har aik traders ko market main kamyabi hasil karnay k liye kuch nuksaan ka bhi samna karna parta hai laikin agar ham isi time main khud ko maintain karna nai seekhtay hain to ham kamyabi ki bajaye aur bhi nakami ka samna kartay jayengay.
Aj ham is post ki help say kuch aisay steps ko follow kartay hwuay discuss karaingay jis say hamain is baat ka knowledge hasil hoga k traders market main kis wajha say dair k baad success hona start hotay hain aur kia asia kia kuch karnay k zarurat hoty hai jis say hamain late hoty hai.

Lack of Information Sources:

Dear members, mairay expereince k mutabik traders forex market main trade kartay hwuay is wajha say late say bhi kamyabi ko hasil karna start kartay hwuay qk unk pass kuch aisay resources nai hotay hain aisi team ya aisay friends nai hotay hain jink sath market k baray main discuss kartay hwuay wo iski reality aur loss k reason ko samjhnay main kamyab ho patay hain, jaisay jaisay time guzarta jata hai wo is field k logonk sath mail jol kartay huway market ka knowldge hasil kartay hwuay sirf isi wajha say kuch traders late say kamyabi hasil kartay hain.
Financial management:
Dear members, mairay expereince k mutabik forex trading main aik trader k pass fundamental aur technical analysis k ilawa bhi Financial management ka hona bahut ziada zaruri hota hai jisko follow kartay hwuay wo apni habbits ko control mai kar skata hai aur market main kaam kartay hwuay aik proper management k sath kaam karna he asal main asal ki success hai aur permanent success kehlaty hai jisk liye zaruri hai k hamain market main apni Financial management ko manage kartay hwuay kaam karna chaye.