Assalamualaikum, Dear Market ki movement ko achi tarah samjny kay liye indicators bahut zarori hoty hain. Indicators hamari bahut zyda madad kr sakhty hain or trading ko zyda faidmand banany kay liye achi guidance daty hain. Bollinger Band Indicator aik acha indicator hai iski kuch details yah hain.
Bollinger Band Indicator:
Dear Bollinger Band Indicator aapko upper band or lower band kay hisab sa trading technique deta hai. Agar aap bollinger band Indicator ko samjna chahty hain tu ismain aap ko Mean or standard deviation ki knowledge leni cheye.
Mean / Average:
Dear Last specific candlestick ki value ko add krna or enki quantity per divide krny sa aapko average value milti hai, is value ko aap mean bhi khety hain.
Standard Deviation:
Dear Bollinger Band Indicator ko samjny kay liye standard deviation ki calculation krna bhi ana ana cheye. Standard Deviation ki calculation ka aik khas process hota hai. Ismen aap aap average value ko her candlestick ki value main sa detect krty hain or end pa sari value ko add kr kay unki average nikalty hain, ya aap kay pas standard deviation ki value ah jati hai.
Upper Band:
Dear Bollinger Band Indicator main aapko prices ki upper side per aik line show ho rahi hoti hai, isko aap upper band khety hain. Upper band per aap selling trend main order laga sakhty hain.
Lower Band:
Dear Bollinger Band Indicator main currently Price sa downside per aapko aik line show ho rahi hoti hai. Eisi situation main aap market main buy trend main apni trade lga sakhty hain.
Trading Chart:
Dear Bollinger Band Indicator ko trading chart main bhi samjha ja sakhta hai. Kunk jab aap kisi topic ko samjna chahty hain tu uski chart Explainatio bhi zarori hoti hai. Bollinger Band Indicator ka trading chart ap sa share krny lga hun.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим