dear forex members jab han forex trade technical analysis ke bat kartay hein to hamen candlestick kay baray mein knowledge hona zaroorey hota hey aj main ap sab members jes pattern kay baray mein knowledge dayna chahtey hon woh hey spinning top candle stick pattern
what is spinning top candlestick pattern
ap kesi bhe time frame mein analysis kartay hovay yeh daikhtay hein keh market jab ups ya down move kartay hovay close hote hey to aik chote ce candle bante hey es ke body small hotey hey or es kay shadow spinning candle stick ke body say doble hotay hein nechay de gai tasweer say bhe ap samaj saktay hein
yeh dono kesam ke ho sakte hein bearish bhe ho sakte hein or bullish bhe ho sakte hein matlab up trend mein bhe spinning candle ban sakte hey or down trend mein bhe spinning candle ban sakte hey ager spinning candle stick top resistance pe banay to es ka matlab yeh hota hey keh market sell ke taraf anay wali hey ager yeh spinning candlestick support pe banay to es ka matlab hota hey keh market buy ke taraf janay wali hey
signals spinning top candlestick
spinning top candlestick ka main maksad yeh hota hey keh market reversal honay walle hey market movement reversal mein bearish bhe ho saktey hey bullish bhe ho sakte hey or yeh boht he strong signals daytay hein
es spinning top pattern mein jaisay he spinning top candlestick pattern up trend pe banta hey to market pattern sell mein change hona start ho jata hey or buy wale green candle banane stop ho jate hein or red color ke sell wali candle bante chale jate hein jes say hum market mein sell ke entry lay saktay hein