What is PIP and how it is calculated?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is PIP and how it is calculated?
    What is PIP and how it is calculated?

    [INDENT]Assalamu Alaikum dear jab app Forex trading business Mein kam karte hain to aapko kis Business mein kam karne ke liye iski different terminologies ke bare mein complete information aur knowledge Ka Hona bahut zaruri Hota Hai. Tab hi aap is business Mein successful bhi ho sakte hain. Dear aaj main bhi aapse ISI se related Ek important topic ke bare mein discussion karna chahti hun.

    Pip kia hy?


    Price in Percentage aik eisa important tool hai, jiski basis per aap market ki exactly movement ko calculate kar sakhty Hain. Kunk effective Trading karne ke liye aapko market ki movement ko properly calculate karna zarori hota hai.

    Pip calculation k stop loss or take profit per effects

    Dear members agar aap Price in percentage ki complete learning nahin krty Hain tu aapki decision making bahut zyda negatively affect ho sakhti hai. Kunk jab aap kei trade open karte Hain, tu us main exactly TP / SL ki limit identify nahin krty hain, tu aap khabi bhi effective trading nahin kar sakhty Hain. Kunk agr aap PIP calculation process nahin janty Hain, tu aap khbi bhi Take profit and stop loss ki value ko examine nahin kar sakhty Hain.

    Pip calculation:

    Dear members Forex trading market mein PIP ki calculation krna bahut aasan hota hai. Liken different pairs per iski calculation totally different hoti hai. Is liye aapko PIP calculation process ko acchi tarah samajh Kar apni working karna hoti hai. Jab aap different commodities aur currency pairs ki prices per PIP Calculate krty Hain, tu aapko iski requirements ko achi tarah understand or Lena cheye. Agr aap currency pairs per trading karte Hain, tu following mentioned explanation ki basis per aap PIP Calculation Process complete kar sakhty Hain.Click image for larger version

Name:	pip-values.png
Views:	2
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12472283

    Pip calculation kun zarori hy?

    ab aap PIP ki calculation karte hain, tu aapko mind main ya question ah sakhta hai, Kay hum iski calculation Kun krty Hain, no doubt definitely iski aik important reason hai, jab aap market ko international standard ki basis per study krty Hain, or iski movement ko find krna chahte Hain, tu PIP ki mukammal information aapko market ki exactly movement said related information provide kar rahe hote hai. All over the world market ko calculate krny Kay liye same parameters ka available hona zarori hota hai, is liye PIP ki calculation according to international standard aapko ya facility provide krti hai

اب آن لائن

avatar Ayn
Working...
X