Dear Trader's Asalam 0 alaikum,
Aj mn apky sath "Standard Deviation" ki information share krongi. Trader's Market ki movement ko Forex Trading Market me judge karny k lehy kuch important indicators ko apni trading operations main include kar rahy hoty hein, tou "Standad Deviation" and "Mean" ko kuch indicators ki working main boht zada importance di ja rahi hoti hai.
Definition
Mean / Average:
Moving average indicator aur isky sath aur bhi kuch indicators average ki basis per trader’s ko outcomes deliver kar rahy hoty Hain. Essentially, ya indicator candlestick ki closing values ko sum Kar Kay number of candlesticks per divide krty Hain, iski Value ko Average or mean keh sakhty hain. Traders is Calculation ko number of candlesticks ki base per change bhi Kar sakhty Hain.
Example:
For example, agar trader last 20 candlesticks ki average lety hain tu wo totally change ho ge as related to, agar trader last 14 candlestick ki average laty Hain.
Standard Deviation:
Forex Trading Market mein jab trader Bollinger band indicator istamal krty Hain, tu us main standard deviation ki study karna zarori hota hai. Standard Deviation ki calculation karny Kay liye apko sab sa pehly Average / Mean ko calculate krna hota hai. Standard Deviation aur Average k knowledge ki base per ap boht achi trading kar k successful ho sakty hein.
Calculation Method:
Standard Deviation ki calculation easily done ho jati hai. Jab aap mean ki value ko each and every closing value sa perceive karty hain, mean ki value ko her closing values sa minus krty hain, or in values ko Total Kar Kay total number pa divide karty Hain, tu ap Kay pas’ Standard Deviation ki value a jati hai. For example, agar ap last five candlestick ki average lety hain, tu har candlestick ki value main sy mean ko notice karty Hain. Or each answer ko add Kar Kay 5 pa divide karny sy humy standard deviation ka result mil jata hai. Is method sy apki profit earning increase ho jati hai.
Formula
To calculate Standard Deviation:
1-Calculate kary gy SMA for Period n.
2-Subtract (minus) kary gy SMA value ko, step one from the Close for each of the past n Periods and square them.
3-Sum the squares of the differences and divide by n.
4-Calculate the square root of the result from Step 3.
SD = Sqrt [(Sum the ((Close for each of the past n Periods – n Period SMA for the current bar)^2))/ n]