What is Gann Line and it's Explanation.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Gann Line and it's Explanation.
    Assalamu Alaikum

    Dear senior and junior member, Forex trading market mein agar aap successful trading karna chahte hain, tu ismein aapko hamesha maximum important analysis ko complete karna hota hai. Agr aap market Kay different associated factors ki properly study kar Kay apni trading activities main include karte Hain, tu aapko definitely bahut jyada advantages hasil ho sakte hain. Aaj main aapko Gann Line and Gator Oscillator ki kuch valuable information explain krna chahta Hun, Jo aapki trading ko effective bana sakhty Hain.

    What is Gann Line

    Dear Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai

    How to Trade in GANN Line

    Dear Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.

    How to Draw Gann Line

    Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.

    Click image for larger version

Name:	GannFan2-1024x465.jpg
Views:	1
Size:	46.9 کلوبائٹ
ID:	12472187

    Developer of Gann Line

    Dear is system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.


    Explaination

    Dear members main aapko iski further explanation krny Kay liye following diagram aap said share kar Raha Hun. Jo aapko Gann Line concept ko understand krny Kay liye acchi guidelines provide kar sakhti hai.

    Click image for larger version

Name:	Gator Oscillator.png
Views:	3
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12472186

اب آن لائن

Working...
X