How To Increase Trader's Confidence?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Increase Trader's Confidence?
    Aslaam o Alaikum.
    Dear pakistan's forex forum members, ham sab traders is baat pay believe kartay hain k agar ham forex market main kamyabi ko hasil karna chahtay hain to hamaray pass self-confidence ka hona bahut ziada zaruri hai, agar ham main say kisi traders ko is baat pay confidence nai hai ya usk confidence main koi kami hai to wo in cheezonko azma sakta hai jo k sab kuch maine darj zail main apk sath share ki hain.

    Always increase your trading knowledge and experience:

    Dear, mairay knowledge k mutabik practically har aik traders ko apnay knowledge aur expereince ko increase kartay rehna chaye qk agar ham apnay knowledge ko increase karaingay to hamara confidence apnay aap he increase hota rahaiga, jis say har aik traders k liye yeh baat aik simple ban jayege aur confidence apnay aap he strong hota jayega.

    Build Confidence when making a profit:

    Dear, forex trading main apnay confidence ko increase karnay k liye hamain har aik trades k sath kuch na kuch set up ko bhi increase kartay rehna chaye qk jab traders ko acha profit hasil hota hai to wo market k baray main mazeed learning karna stop kar daitay hain jiski wjaha say unka confidence bhi stop hona start ho jata hai, is liye better yahi hai k hamain market say earning k bawjood bhi apnay learning k style ko kam nai karna chaye.

    Understanding the Importance of Risk Management:

    Dear, mairay knowledge k mutabik agar traders market main kaam kartay hwauy apnay risk ko understanding tareekay say manage kartay hwauy kaam kartay hain to wo market main big losses say bachtay hwauy apnay confidence ko control main bhi rakh saktay hain aur usk sath sath market main apnay capitals ko bhi save rakh saktay hain.

    Learn from mistakes:

    Dear, mairay knowledge k mutabik yeh koi easy way nai hai laikin yeh aik bahut he powerfull baat hai k ham apnay self-confidence ko develop kar sakain, agar forex market main kaam kartay hwuay ham apni mistakes say learn kartay hain to ham mentaly tour pay bhi market main strong ho skatay hain jis say sab say ziada faida hamaray confidence ko hoga aur ham market main kamyab ho jayengay.

    Creat Trading Plan:

    Dear, mairay knowledge k mutabik agar ham market main kaam kartay hwauy loss aur earning k sath sath trading plan creat kartay hain to ham market main mentaly tour pay aur confidence k sath strong ho skatay hain jis sy hamko big loss ka bhi koi fikar nai hoga aur ham apnay confidence k sath market main success ho skatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How To Increase Trader's Confidence?

    forex man ager koi apka confidence bhrha skti hi to wo chiez hi app ki traing air app ki mehnat air app ki tecnique ager app ko market bary knowldge ho ge to app ko market ko smjna asan ho ga air phr app k andr confidence b ho ga k kiss time trade lgani hi air kiss time trade closs krni hi . confidence se kam krin gy to app kamyab hon gy ni too app kamyab ni ho skty . confidennce bhrhny k lay app jitni zyeda lern kar sakty krin senior se air market se sikhin confidence hi to kamyabi hi .
    • #3 Collapse

      Re: How To Increase Trader's Confidence?

      Assalamu alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aaj ka hamara topic hai Ham trader ka confidence kaise increase kar sakte hain main aapko batata hun agar aap Forex mein chahte Hain ki dusra Shaks kamyab ho to aap usko confidence increase Karen usko bataen aap yah kam kar sakte hain aur aapko jyada se jyada profit ho sakta hai agar aap aisa Nahin karte aur usko demotivate karte hain is Surat mein woh Kabhi Bhi kamyab Nahin ho sakta aapko trading sikhayen trading kis Tarah se ki jaati hai agar woh Shaks trading seekh jata hai to us mein khud bahut confidence aaj hota hai aur woh khud trade Karke achcha profit Hasil kar sakta hai aur usko loss bhi nahin hota agar woh trading karna Nahin Sekhta us mein kabhi bhi confidence Nahin a sakta aur na hi woh kamyab ho sakta hai isliye hamen chahie Ham usko ko pahle sikhayen trading kis Tarah se ki jaati hai woh ek kamyab trader ban jaaye aur uske bad jab woh trading karen to woh kamyab ho agar Ham usko aisa Nahin sakte aur woh apni Marzi se trading karta rahata hai woh kabhi bhi kamyab Nahin ho sakta aur na hi woh profit Hasil kar sakta hai is Surat mein uska dil bhi nahin karega Forex per kam Karen agar Ham chahte Hain woh mayoos Na ho aur Forex per kam Kare aur jyada se jyada bonus ahasil Kare to hamen uski motivation banna Hoga aur usko batana Hoga trading kis Tarah se ki jaati hai aur kaise woh profit Hasil kar sakta hai shukriya
      • #4 Collapse

        Re: How To Increase Trader's Confidence?

        Confidence important:

        Hume maloom hona chahiye self confidence ka big role hota hai trading mein kamyabi ki key ache confidence se possible hai agar confidence ki kami ho tu trading mein behtari kabhi bhi nahi aa sakti isliye jab aap ka knowledge aur information barhti jay apne confidence ko pehle se ziada bahal karen isko increase karna chahiye jaise jaise confidence barhe ga improvement ay gi confidence important hai jaise ye increase hoga success ki taraf aap move karte jayen gay.

        Build trust on confidence:


        Har trader ko chahiye woh apne pe confidence rakhe aik trader ne agar achi skills hasil kar li hain skills achi hain then uska trust barhe ga usko ziada confidence ay ga k woh kuch acha kar sakta hai trading analysis karne chahiye strategy develop karni chahiye jab achi tested strategy hoga aap ka confidence pe trust level barhe ga aap profit banao ge aur jab profit banao ge confirm aap ka yaaken acha hojay ga confidence pe.

        Psychology role in trading confidence:


        Psychology ka bhi big role hota hai aap ka confidence is wajah se bhi confidence disturb hota hai kyun k jab aik trader high expect karta hai ya har har trade pe win ki soch rakhta hai mean woh apni expectation high kar raha hota hai aur psychological jab big expection hoti hai k uski har trade win hogi loss pe confidence khatam hojata hai stop loss ya loss ko mind mein rakhna chahiye high expectation kabhi na rakho aik normal target set karo achi trades se aap ka confdence barhe ga normal trades se small profit se khud ko mutamin rakhen confidence increase hoga.

        Loss of loosing confidence:

        Trading mein jab confidence nahi hota ik trader achi peformance nahi dikha sakta woh looser ban jata hai lack of confidence ki wajah se loss mei jata hai trader uska fear confidence na hone ki wajah se barh jata hai fear ki wajah se woh looser he rehta hai isliye confidence ka na hone hamaray liye bahut ziada nuksan hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: How To Increase Trader's Confidence?

          Ji haan bilkul theek baat hai, Forex market main kamyab honay k lye aur ek acha profit hasil karnay k lye Confidence ka hona bohat zaroori hai, aur confidence ko hasil karnay k lye humen kuch baaton par amal karna hoga, jaisy k Humen daily base par apnay knowledge aur experience ko increase kartay rehna chahye, aur humen daily apni mistakes se b seekhtay rehna chahye , ta k next time hum wo mistake na kare, is tareh hum trading main apnay confidence ko increase kar saktay hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X