Bollinger bands with ma’s strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bollinger bands with ma’s strategy
    aaj ham forex ki market mein apne a all forex members ke sath branger band indicators ki all details question karenge kyunki in confirmation all members ke pass hona bahut zyada zaruri hota hai trading ke platform in indicator ka use bahut zyada kiya jata hai isliye indicators between difference ko samajhna bhi hamare kaam ke liye bahut zyada zaruri hota hai.

    bollinger band indicator ek technical indicator hota hai aur is technical indicator ko forex ke market trading ke platform technical analysis ki best per use kiya jata hai becomes market mein menu traders aise hote hain jo ke es indicator ko many market main technical analysis ki best per widely-used karte hain.

    aur ine indicators ko stocks ,currencies aur future may include karna chahiye usually bullinger band indicator ko overbought oversold ko determined karne ke liye bhi used kiya jata hai entry or exit point ko determine karne ke liye trading ke platform mein tool aur technique ka istemal bahut zyada kiya jata hai aur is ko calculate karne ke liye simple moving average indicator ka use kiya jata hai.

    market mein indicator aur strategy ko together use kiya jata hai kisi butyrate ko open karna ho to usko open karne ke liye various strategies me se best strategy ko trade ke liye select karna padta hai moving average 1 simple strategy hoti hai aur is strategy ko trading ke platform main success ko possible banane ke liye use kiya jata hai es indicator kesariya market trend ko identify karna hota hai to use time always tamam members ko chahie ki vah iske sath support or resistance levels ko include karen particularly market mein in strategies or indicators ke sath market mein various time frames mein se best time fourm ka use karna chahiye in timeframes ke zariye se hi aap currency pairs ki all price situation ko identify kar sakte hain jiska zariya ke market mein buy ya sell order place karna easy ho jata hai.








    Click image for larger version

Name:	Screenshot_9.png
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12471906

اب آن لائن

Working...
X