Navigator window, accounts, indicators, expert advisors

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Navigator window, accounts, indicators, expert advisors
    assalam.o.alekum dear member mein umid karta hun ki aap sab khairiyat se honge aaj main aapko navigatoin Windows ki about batane wala hun ki navigator window kis cheez ko Kahate hain jab ham apna metatrader 4 open karte hain laptop or computer ke andar to usmein left side ke upar ek popup window show ho rahi hoti hai es window ko navigation windows kaha jata hai iske andar accounts call login number accounts ka naam indicators aur bahut se tools hote hain jinka ham use kar sakte hain vah sab hamen navigator windows ke andar show ho rahe hote hain agar ham es market mein acha kaam karna chahte hain to hamen ine tamam cheezon ke about information ka hona bahut hi zaruri hai agar mere pass yah knowledge hoga to ham en ko sahi tarike se istemal kar sakenge.

    market ke andar kaam karte hue ham different type ke account use kar sakte hain jaise kis sent account standard account agar ham ismein beginner hain hamare pass bahut zyada experience nahin hai to hamen chahiye ki ham cent account ka istemal karen agar hamare paas thoda sa knowledge hai forex training ka to hamen chahiye ki ham ismein stand account ko open kar len.



    Click image for larger version

Name:	Screenshot_7.png
Views:	1
Size:	141.0 کلوبائٹ
ID:	12471803

    market me kaam karte hue in tamam ceezon ko understand karne ke sath sath hamare pass indicator ke bare mein bhi ache information honi chahiye market mein indicators ko completely hamen ache tarike se analyses karna chahiye aur inmein best indicators ko select karke apne kaam may include karne ke liye try karte rahana chahiye expert adviser or indicators ne ham robot ka use karte hain.

    trading operation mein agar hamen bahut hi best entry hasil karna hai to es mein best entry hasil karne ke liye hamen apne kaam ko ache tarike se design karna hoga aur hamen apne work ko ache tarike se design karne ke liye aur ismein ache tarike se performing karne ke liye sabse fast application ko select karna hoga application ko select karne ke bad hamen market mein hamen analyses prices ko used karna chahiye aur inko used karne ke saath saath inko identify karne ke liye hamen market mein different price pattern ko select karna chahiye market mein jab ham apni trade ke liye directly indicator ka use karte hain to ine indicator ko apne kaam mein used karne ki vajah se ham complaint forming robot ko select kar lete hain joke ak automated trading system hota hai.
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge

اب آن لائن

Working...
X