What are major and cross currency pairs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are major and cross currency pairs
    my all friends how are you i hope aap bilkul perfect honge yah market aur bahut zyada popular market ban chuki hai aur is popular market ko select karke is per len den kiye jaate hain jinko exchange rates bhi kaha Jata hai forex ki market mein kuchh currency pairs major currency pairs hote hain jab ke kuchh cross currency pairs hote hain aur inke between kya difference hota hai aur yah kitna jyada best work karte hain inki definition aaj ham aapse share karenge.

    major aur cross currency pair
    major aur cross currency pairs ek dusre se bilkul different currency a hote hain in currency a ko trade name volume ki bhej de per select kiya jata hai magar currency pairs aur cross currency pairs ek dusre se different currency pairs hote hain major currency pair jaise currency pairs hote hain ke jeene mein ek joda usd zarur hota hai major currency pairs mein eur usd gbp usd usd jpy usd chf usd cad aur usd nzd usd yeah all major currency pairs hote hain.

    jab ke cross currency pairs aise currency pairs hote hain jismein ust ka ek bhi oda nahin hota eur gbp chf jpy gbp aur cad chf aud chf nzd chf market mein tractors apne trade ke liye cahiye major currency pairs ka use karen chahe cross currency pairs ka use Karen ine ko use karne ke liye sabse zyada important cheez knowledge hota hai Agar aapke pass Achcha knowledge hai ine se related to aap inko apne kam mein include karke iske zariye se achi success hasil kar sakte hain without knowledge ke aap ko inka use karte the bilkul bhi good profit hasil nahin hota.

    Click image for larger version

Name:	usd gbp.png
Views:	1
Size:	327.2 کلوبائٹ
ID:	12471774

اب آن لائن

Working...
X