How to Analyze the Market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Analyze the Market?
    Dear, forex market ko analysi kartay huway is main kaam karna aisa hai jaisay ham market ki sahi predict karnay k baad is main aik propper planning k sath kaam karnay walay traders hain. Forex market main kaam karnay say pehlay iska analysis karna bahut ziada zaruri hai qk jab tak ham iski sahi situations ka andaza nai laga laitay hain.
    Market main country wise sessions hotay hain jinko market main analysis kartay hwuay kaam karnay ka hak har aik traders ko hota hai jaisay pakistan time k mutbaik 5pm ko us market open hoty hai jisk open honay say pehlay har aik traders market ka analysis karta hai k kaisay is main entr hona hai aur kitni earning ya loss k baad is main say exit hona hai, isi tarha say market ko 2 options main devide kia jata hai jo k darj zail hain.

    Technical analysis:

    Dear, technical analysis ko ham market main pattern k hisaab say devid kar saktay hain jis main ham chart pattern, candlesticks, indicators ka istemaal aur Fibonacci ka istemaal kartay hwuay ham market ki movements k baray main andaza lagatay hwuay analysis kar skatay hain. Technical analsyt traders ziada tar apnay signals ko sail kartay hwuay achi earning ko bhi mumkin bana kar profit hasil kartay hain.

    Fundamental Analysis:

    Fundamental analyst, ziada tar economy data aur social data ka country wise use kartay hain. Fundamental analysis main gross domestic product, inflation rate, unemployment rate, central bank interest rates shamil hotay hain aisay traders ko in catagories main ad hotay hain unko fundamental analyst kaha jata hai.

    Technical analysis main ham chart pay H4 aur D1 ka chart istemaal kartay hwuay kaam kar saktay hain in chart k istemaal k baad har wo traders kamyab hai jo supply aur demand ki soch rakhta hai. Agar ham main say koi aisa traders hai jisko pehlay say he market main supply aur demand ka sahi andaza aur confirmations hai to usk liye market main ziada tar achi earning hai aur bahut he kam loss hai.

اب آن لائن

Working...
X