Dark cover cloud pattern trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cover cloud pattern trading
    Assalamu alaikum dear senior member aaj main aapse dark cover cloud pattern ke bare mein kuchh information share karna chahta hun jisko Forex trading mein dark cover cloud pattern kahty Hain is hawale se main aapke sath kuchh information share karna chahta hun aur main ummid karta Hun ki aap meri post ko study karne ke bad isase achcha knowledge hasil kar lenge. (Dark cover cloud). yah ek aisa pattern hota hai jo sirf resistance level per hi banta hai aur aap isase behtarin entry point Le sakte hain jisse aapko bihtren profet Hasil ho sakta hai yeh aapke liye bahut zyada faydemand hai (How to recognise it):. Jab market mein strong upward trend bana hota hai uske bad market mein ek birish candle banti hai jo aapke last buy wali candle se chhoti hoti hai magar 50% se badi candle hoti hai is candlestick pattern ko aap dark cover cloud kahte Hain (take profet aur stop loss)jab ap take profit ka use karte hain to aap is main proper calculation kar ke as main take profit aur stop loss ka use karte hain agar aap take profit set karna chahte hain to aap pahle support level per iski limit ko fix kar sakte hain is tarah stop-loss lagane ke liye bhi aapko iski sell wale candle ke upar limit fix kar leni chahie. (Importance of dark cover cloud). Dear friend market mein jitne bhi patren use hote Hain vah sabhi bahut important hote hain agar aap market mein success Hasil karna chahte hain to market ke different pattern ko proper learn karne ke bad unko apni trading mein apply kiya Karen agar otherwise aap kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte is important patron ko bhi apni trading per reply karne ke sath sath bahut sare advantages Hasil Karen

اب آن لائن

Working...
X