What is Fundamental Analysis?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Fundamental Analysis?
    Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge. Dosto aaj main aapke sath bahut hi important topic ke upar baat karne ja raha hun. Dear Forex member Jaisa ke aap Jante Hain Forex trading ke andar do Tarah Ke analysis Hote Hain. Agar aap analysis ke bagair trading Karenge to ismein aapko loss hoga. Agar aap loss Se Bachkar profitable trading karna chahte hain to iske liye sabse pahle e aapko analysis karna chahie. Jitna Jyada strong aapka analyses Hoga utani acchi aapki trade Hogi. Dosto aaj main aapke sath fundamental analysis ke bare mein information share karne ja raha hun . main aapko batana Chahunga ki fundamental analysis kaise kar sakte hain aur ismein Kis Tarah analysis ko strong Kiya jata hai. Dosto fundamental analysis news ke upar depend karta hai. Agar aap Kisi country ki news par focus karte hain to isase Aapka fundamental analysis strong hoga. for example agar aap USD ke pair ke upar trading Karte Hain To iske liye aapko usd yani ke United State America ki news ke bare mein knowledge Hona bahut zaruri hai. agar aap comidity yani k gold silver oil etc in ke upar trading Karte Hain To inke liye aapke pass Jo usd ke news ka hona lazmi hai Jitna Jyada aapka news ke upar focus Hoga aur analiysis strong Hoga utna aapke trading successful Hogi iske liye aapko usd ki news per focus karna bahut jyada Jaruri Hota Hai. Dosto apne aap ko batata chlu k Ham news kahan se Maloom kar sakte hain. Hamen Kaise Pata chalega ki news Kis Tarah I Hai Or ya trading ke upar kya effect kar sakti hai. iske liye doston bahut Sare method aap use kar sakte hain. aap TV channel ke upar bhi news ko acche tarike Se samajh Kar Apne analysis aur staratejy banaa sakte hain Iske ilawa sabse behtarin option Forex factory hai. Agar aap Google ke upar Forex factory ki official website ko search Karen aur uske bad use website ko open karne ke bad aap yah Jaan Sakenge ki kaun sy pair ki aaj kitni important aur Kis Tarah Ki news Aane Wali Hai. Forex factory ko agar aap acche Se Samjhe lenge aur uske upar Aane wali news ko analyse Karenge to is se aapka fundamental analysis strong hoga. Dosto fundamental analysis ko strong karne ke liye aap MT4 se bhi rahnumai hasal kar sakte hain agar aap mobile per trading Karte Hain To MT4 ki chat section main aapko daily ki news Di Jaati Hai vahan se bhi aap news ko open karke news ko acchi tarike se samajhkar fundamental analysis ko strong kar sakte hain. dostoo fundamental analysis bhi itna hi zaroori hai Jitna ke tchnical analysis. Forex mein bahut se log nakam ho Jate Hain. In ki nakami ki vajah in ka analyses na hona hai. Agar aapane trade ma tukky lagayenge to aap kabhi kamiyab Nahin ho sakte. Technical analysis per hi focus karte hain aur fundamental analysis or twaja nhi dete to yah bhi aapki trade loss Mein Ja sakti hai . Kisi bhi fundamental news aane ke bad market Mein unexpected change a sakta hai. is vajah se aapka technical analysis hone ke bavjud apki ki trade loss Mein Ja sakti hai. Forex number main aapko Yahi kahunga kya aap Jyada Se Jyada Anaylisis s ke upar focus Karen technical analysis ke sath sath fundamental Anaylisis ko lazmi Karen. Agar aapke anaylisis strong Honge to ismein Koi shak nahin hai ki aap ek din Jarur kamyabi Ho jaenge. On the other hand anaylisis ke bgair Kamyab Hona Chahte Hain To aapko Kismat hi sath da sakti hai lekin ye kabhi bhi possible Nahin ho sakta. Isiliye main aapke sath fundamental analysis ke information share Ke Hai agar aap ko meri post Pasand Aae to isko like lazmi kar den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Fundamental Analysis?

    mere pyare doston mein ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se honge bahut acche tarike se apni trading kar rahe honge aur apni life Janam bahut hi acche tarike se gujar Rahe honge aaj main aap logon ko kuchh chijen batane laga hun jo chijen bahut jyada important hai aur aap sab logon ko vah chijen apne mind mein rakhe kam karna chahie vah chij hi hai ki agar aap log forex trading mein apne aap ko kamyab banana chahte ho to uska accha tarika yah hai ki aap log meena struggle Seva karte rahen

    اب آن لائن

    Working...
    X