Assalamu Alaikum dear members Jab aap Forex trading market mein apne technical analysis ko complete aur effective banana chahte Hain, to ismein aapko market mein available different timeframes ki complete information hasil kar leni chahie. Enke technical analysis ko complete karne ke liye market mein available different time frames aapke liye bahut jyada helping platform provide kar rahe hote hain. Main aaj aap to time frame ki kuch basic information provide karna chahta hun.
What is Time Frame
Jab aap market mein ek specific timing duration main market ki movement ko find out karna chahte hain, to isko aap market mein timeframe ke naam se jaan sakte hain. Market mein different time frames available hote hain, jo aapko ek specific time duration main market ki movement se related exact information provide kar rahe hote Hain.
Types of Time Frame
Jab aap market mein timeframes ki information ko study karte hain, to ismein aapko different types ke timeframes available hote hain, jo aapko market mein following specific time duration ki basis per exact information share kar rahe hote Hain.
M1 : Movement of 1 Minute
M5 : Movement of 5 Minutes
M15 : Movement of 15 Minutes
M30 : Movement of 30 Minutes
H1 : Movement of 1 Hour
H4 : Movement of 4 Hours
D1 : Movement of 1 Day
W : Movement of 1 Week
MN : Movement of 1 Month
Purpose of Timeframe
Dear members Jab aap Forex trading market mein different time frames ki information ko complete kar lete hain, to ismein aapko hamesha bahut jyada fayda hasil ho sakta hai, aur aapko specific time periods mein market ki movement ko completely identify karne mein aasani ho sakti hai. Aur aap iski basis per bahut acchi decision-making karke apni trading co effective bana sakte hain.
Importance of Time Frames
Agar aap market mein technical analysis ko perfect banana chahte Hain to ismein aapko definitely timeframes ki perfect information hasil karni chahie, otherwise aap market mein kabhi bhi apne technical analysis ko complete nahin kar sakte hain. Aapko hamesha market mein technical analysis ko complete karne ke liye time frames ki almost complete information learn karni chahie, aur isko apni decision making may include karna chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим