Forex Trading System Main Hamaray Pass Broker Aik Software Daita Hai, Jis Main Hamaray Pass Total Equity Show Horahi Hoti Hai, Total Balance ya Investment ya Hamara Principle ya Capital Show horaha Hota Hai Wo, Hamaray Pass Side Main Left Handside per Currency Pairs Show horahe Hote Hein Wo Currency Pairs Per Business Ya Work Karnay Kai Liye Hamaray Pass 2 Options Hote Hein Buy/Sell.
Example :
EUR/USD:
BIT/ASK:
BUY/SELL:
LONG/SHORT
ager hum Ko Eur Ko Support Karna Hoga To Hum Buy Ki Command Choose Karein Gai Ager hum Ko USD Ko Support Karna Hoga To Hum Sell Ki Command Choose Karein Gai Ager Market Graph Uper Ki Taraf Ja ay Ga To Is Ka Mtlab EUR Strong Hai Ager Martket Graph Neechy ki Taraf Ja ay Ga To Is Ka Mtlab USD Strong Hai. EUR Or USD Main Sa Kisi Aik Ko Select Karna ya In Simple Buy or Sell Main Sa Aik Ko Select Karnay Kai Process Ko Order Kehtay Hein.
Types Of Order:
Instant Order :
( Aik Aisa Order Jo Direct Live Market Sa Connect Hota Hai, Aur Wo Order Jo Hum bilkul Instant Kar Rahe Hote Hein )
Pending Order :
( Aik Aisa Order Jo Hum Future Kai Liye Book Kar Detay Hein , For Example Ager Market 15 Mints Baad High Hoti Hai To Mera Order Sell Per Fix Hoja ay. Issay Hum Pending Order Kehte Hein.
Classified Order: Ager Hum Aik Order Laga Dein Aur Phir Order Kai Darmiyan Uss Ko Change Karna Chahein To Classfieid Order Tool Sa Hum Order Main Changing Kar Sakte Hein,Classified Order Tool Ya Option Broker Software Main Already Hota Hai.Jo Aap Video Class Main Visit Kar Sakte Hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим