Forex Main Hum Kis Tarha Earn Karte Hein Aur Is Ki aik Aur Example Forex Trading Jis Tarha Hum Ne Aap Ko Pehle Samjhaya Kai Currencies Ka Exchange Aur Uss Ki Values Ko Ager Hum Log Decide Karte Hein Aur Uss Per Ager Business Karte Hein To Forex Trading Kehlata Hai, In Other words Ager Hum 2 currencies ka competition karte hein to uss ko hum forex trading keh sakte hein. Forex trading system main humein broker website jahan per hamari forex investment hoti hai wo hum ko aik software daita hai.broker software of forex trading main hamary pass Investment Hoti Hai Wo Software Main Show Horahi Hoti HAi Aur Hamaray Pass 2 way hote hein earning kai Aik Tab Jab Market Graph Uper Ja ay Aur Aik Tab Jab Market Graph Nechay Ja ay.In Ko Bit/Ask Kehte Hein, In Simple Wording Buy/Sell Aur Bullish/Bearish Bi Kehte Hein. In Software We Have Only Buy/Sell , It Means We Have a Pair EUR/USD if we support EUR so we will having to pick Buy Ager Hum USD ko Support Karein Gai To Hum Log Phir Sell Ko Choose Karein GAi.Market Main 3 Points Hote Hein Jo As Following Hein.01- High02- Middle03- LowerHigh Point : Jo Uper Ki Taraf jata hai Middle : Jis Point se hum Trading Start Karte Hein Lower: Jo Neechay Ki Taraf Jata hai.