Dear members, aaj ham forex market main kaam karnay k liye bahut he important topic pay baat kartay hain jis main umeed hay k agar ham samjhtay hain to ham trading k hawalay say aur bhi bahut kuch seekh saktay hain.
Leverage kia hoty hay?
Dear, hamaray online curriencies k account main hamko jis baat ki ziada risk lainay say security milty hay usay ham leverage kehtay hain agar hamaray account main capital bahut ziada hay to ham kabhi na kabhi market k chart ko samjhnay k baghair koi aisa risk lay saktay hain jis say haamray account ko khatra ban sakta hay aur jis sa ham hakeekat main bhi ziada aur barra nuksaan ho skata hay jisko sirf kam leverage he control kar skaty hay aur jis say aisa karnay say ham sirf leverage ki help say he apnay ap pay kabu pa saktay hain qk agar haamri leverage kam hoge to wo hamain mazeed risk aur lalach say rok kar hamko nuksaan say bacha sakty hay.
Margin aur leverage main relations.
Dear, agar ham market main apni leverage ko kam kark kaam kartay hain to hamko kabhi bhi jaldi say margin jaisi mushkil ka samna nai karna parrega jisk liye hamaray account ki leverage jitna ziada kam hoge ham market main kaam kartay hwuay utna he marging say door rehtay huway ziada say ziada dair tak market main khud ko kaam kartay hwuay rok skatay hain jiska result yahi hay k margin aur leverage say he ham market main ziada dair tak kaam kartay hwuay kamyab ho skatay hain agar hamari leverage bari hay to margin call hamain jaldi mil skaty hay qk ham zarur lalach aur risk pay mushkil say control kartay hain.