Trading Kay liye MT4 Ya phir MT5 Kon sa zayada behtar hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Kay liye MT4 Ya phir MT5 Kon sa zayada behtar hai?
    Trading Kay liye MT4 Ya phir MT5 Kon sa zayada behtar hai?

    Ap log jantay hein kay agar ap nay Forex main trading karni hai to apko Trading platform ki bhi zaroorat hoti hai to us zaroorat ko pora karne kay liye apko Trading platforms ki sorat main MT4 aur MT5 Trading Softwares miltay hein jin ko ap apney PC per bhi use kar saktay hein aor agar ap Android ya IOS user hein to ap in ki Mobile App ko apney Smartphone main install kar kay araam say istemal kar saktay hein.

    Agar dekha jaye to features ka farq hai jo Mt4 thora purana hai aor mt5 naya hai is liye mt5 main zayada naya kuch apko dekhney ko milta hai baki sub kuch same he hai.

    Agar main apni khud ki baat karon to main to filhal 3 saal say MT4 ko he use kar raha hon mujhe bohat acha lagta hai mt4 is ko istemal karna bohat asan hai aur sub asani say iska istemal kar saktay hein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Kay liye MT4 Ya phir MT5 Kon sa zayada behtar hai?

    MT5 chahy new hi h aur advanced features hn lakin still ye MT4 sy bht down h q k jo asaani MT4 mn h aur itny time sy hum log use bi kr rhy hn to user-friendly hony ki waja sy, koi bi trading software es k equal ni ho skta. Ek bar jb tamam functions etc mo achi trh samjh lia jay to again mehnat kra aur phir old settings ki jaga kuch new yad rakhna bi bbt mushkil hota h. Jb k MT4 still active software h to mia zarurat h bilawaja apna work load increase krain. Wsy bi MT4 mn bi updation to hoti rehti h aur traders ki tamam requirements ko achi trh meet kr rha h.

    اب آن لائن

    Working...
    X