trading analysis and gold chart
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading analysis and gold chart
    Assalamu Alaikum my dear kaise ho aap sab Mein ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur aaj aaj weekend ko bahut acche se aapane enjoy Kiya hoga to aaj ka Mera technical analysis Hai gold ka sabse pahle Ham daily time frame ko dekhenge Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Wo gold ka bullish trend chal raha hai abhi bhi to Abhi market last Friday ko is sport level 1879 ko Touch Kar chuki hai aur Iske bad market up Jayegi or iska next target Hoga yah resistance level 1900 aur Iske bad market Yahan per step bhi kar sakti hai aur agar koi fundamental news Jayegi to to yah ek strong resistance level 1914 Hai joki Kuchh Din pahle gold Ne Create ki hai is Resistance level 1911 ko Abu market last Mein Breakout Karegi aur Iske bad next target Hoga iska yah resistance level 1934 aur Agar ham gold ki demand ke bare mein dekhte hain to bahut jyada demand hai gold mein aap is ke chance bahut jyada Najar a rahe hain up Jaane Ke Jahan per market ke current price hai ab Ham Jahan Se buy entry Le sakte hain yah Hamari trade bahut long term chalegi Kyunki market is week last me kisi resistance level ko Breakout karegi

    USD INDEXT
    Aur uske bad Agar Ham USD index ko dekhte hain to vah Friday Wale Din news ki vajah Se strong bahut hua hai aur Upar yah bahut jyada strong resistance level 90.56 is reject hokar market Don Jayegi aur iska next target Hoga ya sport level 89.82 Agar Ham USD index ke trend ko dekhte hain daily time frame Mein To vah break-out Kar chuka hai Kafi Dinon Se lekin Itna demand Nahin I Ke vah Apna trend bullish Mein continue Karen
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading analysis and gold chart

    Gold bahut hi risky pair hy hamen as men dkeh bhal kar trading karny hoty hy agar hum as men dekh bhal kar achy trading karty hian tu hum nakam nahin ho sakty hain balkeh hum kamyaby hasil kar sakty hain as lia hamen forex men tawajho kay sath acha kam karna chahey agar hum as men tawajho kay sath acha kam karty hian tu hum nakam nahin ho sakty hain balkeh hum as men achy earning hasil kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: trading analysis and gold chart

      Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading per mehnat Karke kamyabi Hasil kar rahe Honge real friend se Hamen trading karne se pahle market ka analysis karna chahieBusinessman gain or loss to hota rahata hai lekin Hamen loss hone par Himmat Nahin Har Jaani chahie balke Hamen Pahle Se Jyada mehnat Karni chahie aur Apna Jyada Se Jyada time Apne work per spend karna chahie Jab Ham Himmat Haar Ke kam karna Chhod Dete Hain To Hamen na Kami ka Samna karna padta hai jo log apni hardworking rakhte Hain Wohi success Hasil kar sakte hain Hamen Forex trading per many management aur time management Karke Hi Kam karna chahie Agar Ham money management aur time management Karke Kam Nahin Karte Hain To Ham profit Nahin Hasil kar sakte hain isiliye sabse pahle manage karna bahut jaruri hai aur Jyada profit Hasil karne ke liye hamare pass Jyada bonus Hona jaruri hai tab hi Ham trade Laga Ke Jyada profit Hasil kar sakte hain Agar Ham analysis karte hue chat score use karte hain To Ham acche tarike se analyses kar sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X