Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?
    Forex dosto aik easa karobar hai, Jes main jab say bara faida humery leay yahi hai, k us main waqt ki koi pabnadi nahe hai. Market humery Pakistani waqt k mutabki itwaar ki raat main khulti hai our pher Friday raat main ja k band hoti hai. Baki hafty k 5 din ye 24 ghanty khuli rheti hai. Hum forex ko kabhe bhe kisi bhe waqt jab free ho ker sagty hain. Jo members job kerty hain to pher wo jab bhe free hoon kisi bhe session ko trade ker sagty hain. Us karobar ki ye khasosiat hai k waqt ki koi pabandi nahe hai.:o
    Jo bhe us ko kerna chahty hai, our wo kisi bhe peshay say wabasta hai to pher wo forex trading ko ghar beith k ya pher office main beith k ker sagta hai. Hum us maen kabhe trade lay sagty hain our acha munafa bna sagty hain. Dosto apni ache reay dain our achy point hain to us barey main bean karean. Shukreaya:cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

    Dear brother forex trading dunia ka wahid business hey jiss men time ki koi pabandi nhi hey aur market weekend k ilawa baki days men 24 hours open hoti hey iss liay jab bhi jahan bhi jitna time milay trading kar saktay hen lekin koshish karen k pahlay apnay time ko adjust karen aur daily base pe proper time table banaen aur 8 ghantay zaroor forex trading men kam karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

      dear friend forex trading ki yeh khoobi ha k is mn time ki koe pabandi nhi ha keun k forex trading market 24 hour open rehti ha aur jb bhi apko time milay ap forex trading mn trade kr sktay hn to agr ap koe aur job krtay hn to apnay free time mn forex trading mn kam kren to km waqt mn bhi forex trading sa achhi earning hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

        A.o.a dear friends how r u i hope u will fine..dosto mn ap sb ko forex k bary mn kch information dna chati hu forex ak bht acha business h r is mn apko acha profit bhi milta but isk sth sth apko hardwork bhi krna hota hi..ap ghr bhty bhty fre time mn apna kam kr skty hn jsa k apko maloon h Covid.19 ki wja sy ajkl log bht beroozgar ho gy hn tbhi log zyda ter online kam kr rhy hn..r is mn wqt ki koi pabandi ni h ..ap ksi bhi fre time mn kr skty hn so friends ap mhnt kryn r acha profit earn kryn i hope k ap inshallah acha kam kryn gyn
        • #5 Collapse

          Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

          Forex business mein trading kay leye koi waqt ki pabandi nahin hoti kiok forex market 5 din kay leye 24 hours open hoti hai forex market ko dekh kar samjh kar analysis kar kay kise waqt bhi trading kar saktay han lakin is kay leye zaroori hota hai forex market ko samjhna aur is kay leye forex market ka analysis karna zaroori hota hai analysis kar kay forex market ko samjh kar trading kartay han tu hi profit hota hai aur trading kise waqt bhi kar saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

            Dosto Mere Khyal se to trading karne ke liye koi Khaas Waqt Nahin Hota bus trading karne ke liye aapko chahie ki aap market ke touch mein rahe aur Market ko acchi Tarah analyse Karte Rahen Kyunki Jab aap market ko acchi Tarah analyse Karenge to aapko market ki movement ka andaza ho jaega keh market Upar ja rahi hai ya fir market niche a Rahi Hai Jab aapko market ki movement ka andaza hoga aur aap aik acche point se trade open Karenge to aapke liye vah Waqt trading ke liye sabse best Hota Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

              G ham dear is waqat ki koi limit NHi hoti hay ap jiss time chaiye ap is me Kam kar sakty hay agar ap is me AchA kam Karna chaty hay to is me time day agar ap is me ziyada time day gay to AP is me AchA kam kar Kay achi earning hasil Kar sakty hay soch smjh Kar I me Kam Karna joga taky is me achi mhenat say AchA kam hoskay
              • #8 Collapse

                Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                Dear friend Forex trading gallium Jis Waqt Bhi trading start karen Hamara Hota Hai Magar Hamen chahie kya Mein analysis ke sath bar Karen Kyunki Kya Ek acchi aur behtarin entry Van Rahi Ho taiyar To Hamen chahie Kyon use Waqt Forex vacancy Abhyas karne ki koshish karo mehnat se baat karenge Pyaar Mein Aisa Karte Hain To Hamen Nahin ho sakta aur hamen bhi ho sakta hai isliye main chahie Yahan Forex Mein Hamesha mehnat experience aur Himmat ke sath work Karenge Khwaja Piya mehnat Aur Himmat ke sath baat karte hain to ham log se baith sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                  Assalam o alaikum guys,
                  Bilkul bhe nahin forex market pr trading ka koi bhe khas waqt muqrar nhi hota, hum jab chahyn behtr samjhny trade open kr skty Hain,
                  Han forex market rat ki nisbt din me zyada movement krti hai tow hum din me zyada advantage hasil kr sakty Hain, otherwise forex market or es me mojood pairs kisi khas waqt k mohtaj nhi hoty balky yeh apni qadr or qeemat ki wjah se move kr rhy hoty Hain, esliye hamy jab sahi lagy jab hmara analysis or knowledge Kah rha ho k yhan pr trade open ki Jaye tow kr lyni chahye,
                  Forex pr trading k liye timing ki bjaye condition pr gor krna chahye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                    Assalamu Alaikum dear aapane bahut Achcha Sawal Kiya Hai trading karne ke liye Kisi ke pass time hai ki jarurat nahin hai bol ke Ham Kisi bhi time trading kar sakte hainForex trading Mein Hamen copy paste se avoid karna chahiye aur apni spelling mistakes ko correct karna chahie Jab Ham apni spelling mistakes ko correct krty hain to tb hi Hamari post acche level ki samjhi jaati hai agar Hamari post Mein spelling mistake hogi To Hamen Achcha bonus Nahin Hasil ho sakta isiliye Hamen apni mistakes ko ignore nahin karna chahie Balke Jab Ham post Karte Hain To apni post ko read karna chahie Taka jo bhi spelling mistake ho vah correct Ho Jaaye Agar Ham mistake wali post Karte Hain To Hamara account bhi block kar diya jata hai isiliye Hamen demo account per Jyada time spend karna chahie Kyunki Jab Ham demo account per kam Karte Hain To mistakes hone ke chance bahut kam hote hain aur Hamen Forex trading ke rules ko follow karke kam karna chahie trading karne ke liye time ki koi limitation Nahin Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                      Assalamu alaikum dear forex member mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge apna Kam message kaise kar rahe honge trade jo hai Ham Friday wale din kar sakte hain iske alava Ham trade nahin kar sakte aur jo time trade ke liye rakha Gaya Hoga usko kasam parade kar sakte hain isliye hamen soch samajh Kar acchi Tarah se trade karna chahie chijon ko acchi Tarah se analyse kar lena chahie aur acche tarike se trade karna chahie jisse hamen jyada fayda Hasan aur ham jyada kamyab ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                        Dear trading make time ki koi bhi limit Nahin Hoti aapke se bhi time ismein trade kar sakte hainmarket Mein kam kar rahe hote hain ismein aap dekhte hain ke aapko is market mein bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur aap ko acche tarike se analysis ko perform Karke market Mein trade karna Hoti Hai Kyunki Jab office mein acche tarike se Soch Samajh Kar kam Karenge aur Marne trade ke sath money management ke rules and regulations ko call ok Karenge aur stop-loss aur take profit ka istemal Karenge to iska aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki market Mein Jab Koi ji trade open ki jaati hai aapko lot size kitne account capital Ke Malik Rakhna hoti hai aur uske sath aapko apni trade ke sath stop-loss bahut jyada Jaruri Lagana hota hai Kyunki isase aapko ya fayda Hote Hain Ki aapka account safe hota hai aur aapko bahut advantages mil Jaate Hain Jab aap Soch Samajh Kar kam Karenge aur aap mein hain Karenge to aapko ismein Jyada fayda Milega aur aap ko kamyabi milegi trading Mein Jab aap acche tarike se kam Karenge to aap bus mein advantage Jyada hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                          Dear aap trading mein kisi bhi waqt kam kar sakte hain aur profit play sakte hain*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi wedding ke liye timing ki koi nahi hai aapko Soch Samajh Kar kis message mein kam karna hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                            Vaise trading ke dauran Koi Waqt Ki Awaz limitation Nahin Hoti Jis time Aapka Dil Kare aap log trade kar sakte hain lekin Jab market close Hoti Hai tab aap log trade nahin kar sakte vaise aap Logon Ko turant Hamesha Subah first time no baje se pahle pahle aur sham ko 5:00 Baje ke bad Karni chahie Kyon dost I market ki movie bahut acchi hoti hai aur aap Achcha profit Hasil kar sakte hain thank you so much
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia trading k leay koi khas waqt chahy, Ya pher waqt ki koi limitation nahe hain?

                              Har kam hone ka yah karne ka ek Waqt mukarrar Hota Hai ISI Tarah trading mein bhi Hamen ek time table set kar lena chahie ek se Hamara mind focus rahata hai Hamen Maloom hota hai ki Hamen kis time kaun sa kam karna hai agar ham begair time set kiye bread lagaen To Ham Uttara acche se profit Hasil nahin kar Payenge Kyon Ke Kabhi e Insan thaka Hua Hota Hai Kabhi depress hota hai aur Kabhi Insan ka mind focus Nahin Hota To Jab Aisi situation main aap trade Lagate Hain To Jyada chances aapko loss hone ke Hote Hain To Hamen chahie ki trading ke liye Bhi Ek time set kar lena chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X