Hum forex mai kab perfect hunge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    bhai jee app forex mein kaamyaab honay kay liye demo account per kaam karin jab app ka hath is per set ho jaye app us waqt perfect ho jao ge
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      ham forx emai us waqt perfect ho gay jab ham skehay gay aur es ko time day gay nae tu yaha pe psoitn gkar lene ya tukay bazi se order laga dena trading nahe hai dear
      • #993 Collapse

        Trading main loss ki bari waja jazbat per control na rakhna hai. Jub aap ko lagatar kamyabi milti rehti hai tu aap over confident ho jatay hain. Over confident hona loss ki bari waja hai.
        • #994 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
          mai askar trading kar raha huta hun aur 2 mahenu tak continous profits milte hain laikin phir suddenly losses start hu jaty hain, tu kia koi aisa hai jo forex mai perfect hu aur all time profit mai hu?
          hn as ab ho jata hy jab market hamari hope sy kahi or he ja rahi hoti hy lkn me to ye samjta hn k market ko samjny k lia insan ko 3 sy le kr 5 sall tak lag jaty hn tab bi insan ka kabi kabi loss ho jata hy lkn hmn apni puri koshish krni chahye
          • #995 Collapse

            daikhu loss aor profit to bisuness ka hesa ha ap ye sochy k ap ko musalsal agar profit ho jata ha aor aik loss ho be jay to is may koi haraj ne ap ka ap mehant jare rakhy..
            • #996 Collapse

              forex me hum us waqat perfect hongay jab hum forex ka knowledge hasil kar layn gay aur demo account per kafi practice ho ge aur hum forex ko achi taran samaj jaiay gay tab ja kar hum forex me kamyab ho saktay hn
               
              • #997 Collapse

                Dear jahan tk mera zati tajrba ha forex business ho ya koi bhi business na ap ko all time wo profit dy skta ha aur na hi loss chaye ap bahut exprt hon ya anari asa mumkin ni ha leyaza ye chlta rehta ha ap un chezon ko focs karin jo loss ki waja bny
                • #998 Collapse

                  jub hamre pass market kos mjhne ke smjh ajaye gy tu mee khayal main ham usi din he perfect hu ajyegay yha per.,aur acah kamey gay beh,,.
                  • #999 Collapse

                    Dear friend us waqt jab hamare pass is ka acha knowledege haur acha experiece hu ga aur tabhe ham is mea kameyabi hasil kar sakete ha warna nhe kar saskte ha ham is mea kameyabi
                    • #1000 Collapse

                      ham forex main perfect ho saktay hai.laikin is main time lagay ga.ham 2 ya 4 month main expert nahin ban saktay.kafi time lag sakta hai.mehnat karin and patience ki zaroorat ha.
                      • #1001 Collapse

                        Mere bahi ab tak aap agar loss kar rahy hai to apne information ko zaida kareen demo practice ko xada kareen inshallaha kaam acha ho ga
                         
                        • #1002 Collapse

                          AP jiyni zada mahnat karo gay itni h jaldi perfect ban sakty ho. ye ap par depend karta hai ap jitna jaldi sikh jain gay itbni hi jaldi perfect ban jain gay. ap ko chahye ka ap demo trading main ziada se ziada work karain iss se ap tarding main jaldia chy ho sakty ho.
                          • #1003 Collapse

                            Bahi jan hum forex trading main perfect us waqat hon gay jab hamara loss kam ho ga, and profit zaida hasal karin gay, aor yeh sab experience say ho sakta hay, jes kay liay demo account best hay.
                               
                            • #1004 Collapse

                              bhai forex me perfect mehnat say hotey hai humein forex trading kay liye kafi time spend karna hoga or demo account par practice karni hogi jiss say hum success ho saktey hain or ek perfect trader ban saktey hain forex me learning first hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                dear members hum forex mein us time pracfect ho gye jab hum ko achy market samja mein aa jaye gi or er new news ka hum ko pata ho ga indecotors ko parhna aa jye ga etc

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X