Dear members,forex market aik electronic market hay jis main hamain kahin bhi janay ki koi zarurat nai hoty hay jisk liye agar hamaray pass aik acha computer hay aur usk sath aik acha internet connection hay to ham market main acha kuch kama saktay hain.
Forex aik worldwide ka business hay jis main kaam kartay hwuay hamain nuksaan ka bhi sman aho skata hay aur usk sath ham achi earning bhi kar saktay hain.forex market main kaam karnay k bahut ziada aur bahut saray tareekay aur hotay hain jin say ham market main kaam kartay hwuay nuksan ka samna kartay hwuay acha kuch samjh saktay hain.
Forex market main kaam kartay hwuay hamain ziada tar trend ko follow kartay hwuay apni movements ko jari rakhty hay laikin jab market apnay trend main running karna stop kar daity hay aur kuch lamhay ya kuch haftay k liye aisay he kaam karty hay to usay ham market ko sideway ki ovemnets ka name daitay hain.Sideway market k doraan hamain market main ziada risk nai laina chaye qk us wakt koi bhi ham sahi aur confirmations nai hoty hay k market ka ab trend ki janab start hoga aur kis news say market main sab kuch change ho skata hay jisk liye maira yeh personally experince hay k hamain aisi sutehaal main market main kam say kam risk aur rewrd main kaam karnay main hamari samjhdaari hay aur hamain ziada faida hay.
Sideway market kitni dair tak rehnay k chances hotay hain..
Dear members,forex market ki baat ham aik baar uper bhi kar chukkay hain k yeh aik electronic market hay jis main ham sirf sahi andaza he laga saktay hain wo bhi apnay knowledge k hissb say k market kab kahan say kitna run kar skaty hay aur kab kahan pay stay kar skaty hai,Is liye hamain market main kaam karnay k jab tak market main us pair ka trend confirm nai ho jata hay hamain kabhi bhi market main koi aisa risk ya entery nai laini chaye jis say hamain risk k chances ziada hon aur hamain reward k chances kam say kam hon is liye best yahi hay k hamko is ka sahi andaza aisay he aur tab he laga saktay hain jab market ko ham indicaors ki help say trend new directions main confirmations k baad change hotay hwuay na daikh lain.
Forex main sideway market kaisay kaam karty hain..
Forex market main uski movements har aik curriencies ko dusry curriency main usk opposit hnay say ham unki movemenst ka andaza laga saktay hain jinki misaal ham neechay kuch pairs ko as a example k tour pay aapko dikha saktay hain kaisay market jab sideay main jaaty hay to aik curriency dusry ko kis hissb say run karnay k liye insist karty hay,jinkay jorray say ham andaza laga saktay hain k konse curriency kis hissb say apni movemnets ko start karnay ki koshish karty hai.
EUR/USD.euro ki curriency k exchange rates us doller k khilaaf hotay hain.
USD/JPY.us doller k exchange rate ka relations japanese yen k sath hota hay.
GBP/USD.british pond ka relation us doller k sath hota hay jink exchange rates aik dusray k khilaaf hotay hain.
Aisay he ham baaki ki sab currincies ko follow kartay huway unki examples ko market main kaam kartay hwuay daikh saktay hain aur is baat ka sahi andaza laga saktay hain k market main jab sideway ata hay to hamain us main kaisay is baat ka sandaza lagana chaye k kab aur q market sideway main jaaty hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим