Pehle hafte tak pair ne 1.1275 tak bounce dekha, jo March ke end mein ek strong resistance sabit hua tha. Wahan se reversal ke baad price ne tezi se niche girte hue 1.1130 aur phir 1.1075 tak support test kiya. In moves mein candlestick...
NZD/USD market pair ne Tuesday ko strong bullish momentum dikhaya jab buyers ne bearish sellers ka pressure block kar diya. Buyers ne price ko support area 0.5662-0.5663 par hold kiya, jiski wajah se price bullish direction mein aggressively upar...
Pichlay haftay GBP/USD currency pair bullish rujhan mein tha aur is haftay bhi market ka trend abhi tak buyers ke support se upward hi lag raha hai. Guzishta Monday ko bhi buyers ka pressure dekhne ko mila aur khas tor par kal raat ko bhi price ne...
Aaj New Zealand ka Consumer Price Index (CPI) ka rate behtareen nateeje ke sath aaya hai, jo market mein kuch positive harkat ka sabab bana hai. Yeh development yeh darust karti hai ke New Zealand ki inflationary pressures control mein hain, aur...
Comprehensive analysis ki buniyad par trading EUR/USD Assalam Alaikum! Euro/dollar ki jodi sakht range me karobar jari rakhe hue hai, aur Fed Chairman Jerome Powell ka speech ki kal ki taqreer ek non-event sabit hua. Is waqt intraday signal tezi ka...