Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.
    Assalamu Alaikum dear member Forex trading market me kuch aisi members hote Hain, Jo just reversal candlestick ko focus kar rahe hote hain, aur in ki market mein happening per market mein entry Le lete Hain. Aaj Main aapko reversal candlestick se related kuch aisi information share karna chahta hun jinko study karne se aapki trading ki accuracy level increase ho sakti hai, aur aapki decision bahut jyada effective aur profitable ho sakti hai.

    Reversal candlestick

    Sabse pahle main aapko reversal candlestick ki information provide karna chahta hun. Basically reversal candlestick pattern eisi candlesticks hoti hain, jo aapko market mein ek trend mein indecision se related kuchh valuable information provide kar rahi hoti hain. Jab market mein ek trend chal raha hota hai, to reversal candlestick us trend ko further jari rakhne ke against aapko kuchh information provide kar rahi hoti hain. Jab bhi aapko market mein reversal candlestick pattern milta hai, to aapko hamesha market ke trend ke against kuch time ke liye acche benefits available hasil karne ke liye apni trading decision-making ko change karne ki jarurat hoti hai.

    Reversal candlestick on Support level

    Dear member Forex trading market me sport level 1 bottom level hota hai, jisko prices hamesha touch karke rebounce Ho jaati hai, aur us level ko Breakout nahin kar sakti hai, aise level ko aap Forex trading market mein support level kahate Hain. Jab aapko Forex trading market me support level per reversal candlestick find out hoti hai, to aisi condition mein aapko hamesha Forex trading market mein buying ki opportunity available ho rahi hoti hai, aur aapko hamesha market mein buying trend se related valuable information provide ki ja rahi hoti hain, lekin Agar reversal candlestick aap ko support level per nahin milati hai to use time tak aapko Buying entry ki confirmation nahin milati hai.

    Reversal candlestick on Resistance

    Forex trading market mein aik eisa price zone, jisko market Bar Bar touch karke rebounce karti hai, aur yah market mein ek highest position hoti hai. Is level ko aap Forex trading market mein resistance level ke naam se jante Hain. Dear member Forex trading market mein agar aap resistance level ko properly identify kar lete hain, aur ismein aapko reversal candlestick pattern mil raha hota hai, to definitely ismein aapko selling entry ki confirmation mil rahi hoti hai, aur aap ki accuracy bahut jyada ho sakti hai. Agar aapko resistance level per kuchh reversal candlesticks find out hoti hain tu definitely ismein aapko selling ki entry Lena hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

    Assalamu Alaikum bahut hi acha knowledge aapane hamare sath share kiya hai agar Ham Forex trading market mein profit Hasil karna chahte hain to hamare pass candlesticks ka knowledge hona bahut jyada jaruri hai

    in candlesticks mein sabse Jyada important candlesticks reversal candlestick hoti hai jo aap ko market mein trend reversal ke bare mein batati hain Agar aapko support or resistance level ke upar reversal candle nazar aaye to aapko yah understand karna chahie Ki ab market ke andar trend change hone wala hai aur aap ko apni trading strategy bhi isi hisab se banani chahie

    support or resistance level ke upar agar reversal candle aapko najar aati hai to aapko kabhi bhi foran trade nahin lagani chahie balke confirmation ka wait karne ke bad hi aik acchi trade karke Jyada profit hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

      Dear members Forex trading market mein agar aap reversal candlestick pattern ko carefully focus Karte Hain To definitely iski 1 exact location ho rahi hoti hai agar aap Forex trading market Mein trent ki proper confirmation kar lete hain aur jab tak market Karte rent khatm Nahin ho jata use time tak reversal candlestick pattern ki bahut jyada importance aur iski accuracy level increase nahin kiya Ja sakta hai isliye aapko Hamesha reversal candlestick pattern ko properly identify karne ke liye iski Ek exact location ko find out karna hota hai otherwise aapki decision-making Itni Jyada accurate Nahin ho sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

        Assalamu Alaikum dear aapane bahut acchi information reversal candlestick patterns aur sport or resistance level se related Hamare Sath Ki Hai Diya Jab Ham Forex trading market Mein Is Tarah Ki acchi information ke motapa kam karne ki koshish karte hain vah Apne kaam ko acche tarike se karne mein main madad milati Hai Aur Is Tarah Ham is business Mein kam karte hue acche advantages bhi Hasil Hua sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

          Dear market mai candle stick pattern ko dekh k reversal candle par trade laga sakty hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai humy market mai reversal candle ka pata hona chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

            Ji han bhai Jana bilkul theek hai rahe hain aapki is Baat se main agri Karta Hun Ki aapane Ek Achcha Sawar ke Hamen chahie ki Hamen senior Ko Pagal karna chahie Agar Hath ismein senior ko fal karte hain unke rules ko forward Karte Hain To Ham is Sachin Mari saasu kar sakte aur ismein acche Bihar sarkar sakte hain Hamesha Kishor semester trade laga overconfident ke sath trade lagaen
            • #7 Collapse

              Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

              Falcon salam deer forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear agar aap ho jyada advantages hasil karna chahte hain to aapko market mein different types ki candlestick per bahut jyada focus karna hoga aur candlesticks ko bahut hi Achcha tarike ke sath palan karna hogaaapko reversal candlestick ki information provide karna chahta hun. Basically reversal candlestick pattern eisi candlesticks hoti hain, jo aapko market mein ek trend mein indecision se related kuchh valuable information provide kar rahi hoti hain. Jab market mein ek trend chal raha hota hai, to reversal candlestick us trend ko further jari rakhne ke against aapko kuchh information provide kar rahi hoti hain. Jab bhi aapko market mein reversal candlestick pattern milta hai, to aapko hamesha market ke trend ke against kuch time ke liye acche benefits available hasil karne ke liye apni trading decision-making ko change karne ki jarurat hoti hai.Forex trading market me sport level 1 bottom level hota hai, jisko prices hamesha touch karke rebounce Ho jaati hai, aur us level ko Breakout nahin kar sakti hai, aise level ko aap Forex trading market mein support level kahate Hain. Jab aapko Forex trading market me support level per reversal candlestick find out hoti hai, to aisi condition mein aapko hamesha Forex trading market mein buying ki opportunity available ho rahi hoti hai, aur aapko hamesha market mein buying trend se related valuable information provide ki ja rahi hoti hain, lekin Agar reversal candlestick aap ko support level per nahin milati hai to use time tak aapko Buying entry ki confirmation nahin milati haiForex trading market me sport level 1 bottom level hota hai, jisko prices hamesha touch karke rebounce Ho jaati hai, aur us level ko Breakout nahin kar sakti hai, aise level ko aap Forex trading market mein support level kahate Hain. Jab aapko Forex trading market me support level per reversal candlestick find out hoti hai, to aisi condition mein aapko hamesha Forex trading market mein buying ki opportunity available ho rahi hoti hai, aur aapko hamesha market mein buying trend se related valuable information provide ki ja rahi hoti hain, lekin Agar reversal candlestick aap ko support level per nahin milati hai to use time tak aapko Buying entry ki confirmation nahin milati hai to isliye hamen jyada se jyada candlesticks per focus karna chahie aur candlesticks ko bahut hi acchi knowledge ke sath understand Karke apni trade ko lagana chahie taki ham jyada se jyada fayda hassil kar saken apni trade se.
              Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
              • #8 Collapse

                Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

                Walekum assalam dear is market Mein different candlestick patterns band Rahe hote hain vah different reversal candlestick pattern Hote Hain*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi different candlestick patterns ko acche tarike se follow Karenge to aapke liye fayda hoga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Reversal candlestick pattern on Support and Resistance Levels.

                  dear member agar aap different candlesticks ko focus karte hain to aapko ismein maximum advantage is available hote hain isliye aapko candlesticks mein apne analysis from karne hongeForex forum per hamen Delhi ka target complete karne ke sath sath acchi quality ka kam karna hota hai agar Ham ismein acchi quality ka Kam nahin karenge to Ham kabhi bhi profitable nahin ho sakte isliye hamen koshish karna hogi ki Ham apni learning ko perfect banaen Taki Ham acchi quality ki post Karen aur jyada se jyada information ko increase Karen jab Ham ismein information ko increase karte hain aur apne knowledge ko complete kar lete hain to Ham is form per achcha result hasil kar sakte hain isliye hamen achcha result hasil karne ke liye proper learning ki jarurat hoti hai agar ham ismein jyada hard work karenge to Ham is form per successful trading kar sakte hain agar aap market mein different important analyses were completely study karte Hain to aap usmein maximum advantage is available hote Hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X