EURO and USD?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear forex main jo euro/ usd ka pair hai ye bohat hi bara pair hai es main margin level be kam hota hai or es main markit be kafi slow hoti hai or ye new user k liye bohat hi best pair hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Bhai jaan is ke liye ap ko meket ko learn karna ho ga ke market ka trend kia hai aur market neche aa sakti hai ya oper ja sakti hai ap ko market ko analytic karna ho ga....
      • #33 Collapse

        ap market rend dekhain aur ye analyze karain kay apir aur uper jaye ga ya nahi agar tu nahi jaye ga tu phir wait karen us kay nechy any ka aur agar tu uper jaye ga tu phir ap aik trade us kay opposite buy mai laga dain takay ap ko mazeed loss ki bajaye profit shuru hu jaye
        • #34 Collapse

          bhai eur/usd pair se hum ko achy pairs or bohat mil skaty hain hum aud/usd or nzd/usd or gbp/jpy se bohat acha or ziada kama sakty hain mujhe eur/usd pasand nahi hai mene is me bohat loss khaya hai .
          • #35 Collapse

            bhai main to itna hi khun ga k lalach buri bla hai jab aap dekho k trade aapki favour main nahin jaa rahi to aap us ko cut kr do or phir intehai ehtiyat se trade lgao
            • #36 Collapse

              ap market rend dekhain aur ye analyze karain kay apir aur uper jaye ga ya nahi agar tu nahi jaye ga tu phir wait karen us kay nechy any ka aur agar tu uper jaye ga tu phir ap aik trade us kay opposite buy mai laga dain takay ap ko mazeed
              • #37 Collapse

                Apko chahye k ap wait krty aur sell ko foran close na krty kyonk trading main apko pata hai k trading main loss bhi hota hai aur profit bhi islye jald bazi nhe krna chhaye aur kuch wait kr k trading tend ko dekhna chahye aur sath main apna lot size bhi kam lagayn takay ziada against jany main apko loss na ho.
                • #38 Collapse

                  brother eru/usd is tarha nahi hota keoper chala gaya to ab neeche aega market ko analys karnaparhta he market ko samjhna parhta he jabhi ap market ke up and down ko samjh pate hen or agar ap is tarha trading karenge to apko loss hi hoga wese me apko bata deta hon ke eru/usd down aega and 1.3800 tak sell me lazmi aega..
                  • #39 Collapse

                    dear agar ap loss sey bachna chaty han to es lie boht zrouri hy k ap k pas kai balance ho our market jese hie up ho jati hy ap uper sey phir sell ki trade laga lo
                    • #40 Collapse

                      App ko jab tak forex trading kas knowledge hasil nahi huta hay app ko trade ko nahi karna chahye aur app ko pata huna chahye ke market kitne point har din movement karti hay yeh app ka idea ho per yeh market app ko apni marzi se buy ya sell huti hay is main app ko buhat hard worming kar ke kam ko shuro karna chahye .
                      • #41 Collapse

                        pehli tu baat dear ya haie ka app ne blind trading ki hai jies ke waja se aap ki trade loss mein ja rhi hai ab aap ne jo bhi decision lena hai wo apni Equity aur aur pair ku analysis kar ka lena hai agar app samjta hai ka app ka account aur loss se clean nahi ho ga tu aap per wait kar skta hain aur app ka loss profit mein bhie ja skta hai.
                        • #42 Collapse

                          gee mre bhai forex bohat acha busineess hy me forex pe new ho aur demo acount pe trading sekh raha hoo aur practis kr raha hoo aur knowledge aur experience haasil kr rahaa hoo mje es thread ke baary me koi ilm nae hy kyu ke mje abi trading krny nae aty bs abi learning aur practis kr rahaa hoo
                          • #43 Collapse

                            bro ap ne boht acha sawal kia he k hamin apni trading kis pair mein kerni chahiye to bro ap trading to her pair per ker sakte he lekin kuch pair per trading boht riski he or ap eur/usd per he trading karein ye best he
                            • #44 Collapse

                              Froex trading main euoro and usd ki bhi trading kar sakta hen. brother ap apne trade ka volume check karain agr to ye gradualy increase kr raha he, tb to ap icy loss main hi close kr dain apne balance k mutabiq but agr decrese ho raha he to thora wait kr lain aur munasib time ka wait karain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                sub se pehle tou ye dekho ke konse time frame per trading kerhe ho agar 4hour ya daily per kerhe ho tou wait kerlo neche ajye ga.aur order ko brakeeven per close kerdena warna agar aur chote time frame per trading ke hai tou phir loss main trade ko close kerdo.thanks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X