Bitcoin khud ek virtual currency hai jo sirf digital form mai mojood hoti hai aur kisi bhi physical shakl mai nahi hoti. Isay decentralized blockchain technology par operate kiya jata hai jo kisi aik hukoomat ya idaray ke control mai nahi hoti....
Blockchain Bitcoin ka buniyadi dhaancha hai jo iski tamam transactions ko record aur verify karta hai. Ye ek decentralized ledger hai jo kisi aik idaray ya shakhs ke control mai nahi hota, balki duniya bhar mai hazaron computers par distributed hota...
USD/CHF ka pair aaj kal market mein bohat dynamic tareeqay se move kar raha hai. Pichlay chand sessions mein price ne 0.8900 ke qareeb ek mazboot support level establish kiya hai aur 0.9400 ke aas-paas ek clear resistance zone nazar aata hai. Jab...
USD/CHF abhi bhi sideways movement mein hai, magar pichlay do hafton se daily bearish volumes kam ho rahi hain. Aam tor par aise data ke sath kai instruments actively grow karte hain, lekin iss case mein speculators abhi bhi market ke neeche girne...
Bitcoin wallet choose karne ke liye sab se pehle apni zaroorat ka taayun karein ke aap short-term trading karna chahte hain ya long-term holding. Hardware wallets (Ledger, Trezor) ziada secure hote hain aur long-term investment ke liye behtareen...