Mehnat ka sila zroor milta h
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Mehnat ka sila zroor milta h

    Assalamualaikum , hope so all of you are fine and good in your LiFe, this sentace is very perfect, I totally agree with this, as we all of know when we make an effort then all of us wait for the results,
    Ap log mehnat krin us ka sila lazmi milta h apko, ap ye na bolin kh ap nay mehnat ki h or ap ko sila nh mila , apko lazmi sila Mily ga is work ka, agr ap musalsil trade kr rahy han but apko abhi koi profit nh Mila to koi bat nh ap mehnat krty rahin or just wait krin kh apko kb sila milta h, ap ye na sochin kh foran ap ko sila Mily , apko thora sa wait krna parry ga , ap nay agr effort ki h to apko lazmi us ka sila Mily ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Mehnat ka sila zroor milta h

      Assalamu alaikum dear friend I hope you will be fine
      Aap sab forex per aaen work Karen jyada se jyada hard work Karen mehnat Karen mehnat ka Sila jarur milta hai aur jyada se jyada time spent Karen for Express yah online earning hai ki aapke business ko aage Le jaega jyada se jyada aap jitna mehnat karenge uska Sila jarur milta hai ab jitna hard work karenge utna success hoga aapko aap forex ke rul follow Karen Jo rul hai ke sath kam Karen jyada sada time 10 minut Karen aur mehnat ka Sila jarur milta hai aap log jitne mehnat karenge uska utna Hi aapko achcha result milega agar aap mehnat nahin karenge to uska result aapko nahin milega isase achcha hai ki Banda jyada se jyada time day hard work Karen mehnat Karen aur inshallah uska Sila jarur milta hai thank you
      • #78 Collapse

        Re: Mehnat ka sila zroor milta h

        Ji han dear friend aapane bilkul sahi kaha hai mehnat Ka Sila Jarur Milta Hai Ham jitne Jyada mehnat Karenge Hamen Apna Jyada Sila Milega Jo log mehnat Nahin Karte vah log Kamyab Nahin Hote isliye unko chahie ki vah mehnat Karen Taki vah bhi kamyabi Hasil kar sake humko bhi Kamyab hone ke liye mehnat Karni Hogi aur mehnat Hamare hardworking se hi shuru hoti hai
        • #79 Collapse

          Re: Mehnat ka sila zroor milta h

          Assalam walekum hello guys ji bilkul main aapki baat to sahi conform karta hun mehnat Ka Sila jarur milta hai agar aap mehnat karenge to aap ismein Kamyab ho sakte hain ya Ek profitable business a hardworking Karen success honge Pakistan instaforex mein Kamyab wahi hota hai jo regular Apne kam ko complete karta hai subah ke time apni post ki quality ko accha banaye jitna jyada aap ismein Achcha work karenge itna he is Achcha benefit psle kar sakte hain Pakistan instaforex jobless aur student ke liye behtarin system mein y is minut Karen kamyabi milegi
          • #80 Collapse

            Re: Mehnat ka sila zroor milta h

            Assalamu Alaikum kya hal hai ummid hai sab theek Honge ji bilkul aapane sahi Kaha mehnat Ka Sila Jarur Milta Hai Hai Hamen Puri Nahin net Se Apna Kam karna chahie Ham Nahin aapse kam Karenge Tu Aage barh saken gy sust aur kahil insan Hamesha Piche Rah jata hai Kuchh apni mehnat se aur kuchh Allah pay Bharosa Karke Apna Kam karna chahie Inshallah kamyabi Hasil Hogi acche se Apna work Anjam De
            • #81 Collapse

              Re: Mehnat ka sila zroor milta h

              Members bilkul Forex per mehnat Karne Ka Sila Jarur Milta hai agar for its for mehnat ke sath kam kiya jaaye to Ek Din aapko kamyabi Hasil karne ka mauka Jarur Milta Hai Aap Jarur Kamyab Hote Hain Jab tak aap mehnat Nahin Karenge Achcha Kam Nahin Karenge quality wise Kam Nahin Karenge Forex per kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte mehnat ke liye jaruri hai acchi learning Achcha focus tabhi are properly market ko samajhkar analyse Karke trading Karenge Tu Hi kamyabi Hasil Hogi
              • #82 Collapse

                Re: Mehnat ka sila zroor milta h

                Ji han mehnat ka hamesha se la jarur milta hai jab Ham bahut jyada Forex forum per mehnat karenge to yakin hi taur per hamen apni mehnat ka Sila bonus ki Surat mein milega aur iski best per jab Ham trade open karenge to jarur hamen profit Hasil hoga jo ki hamari mehnat ka Sila hai isliye din raat koshish karni chahie aur hamesha mehnat se kam karna chahie aur acchi earning ****l karne ke liye yah sab kuchh aapko karna hota hai
                • #83 Collapse

                  Re: Mehnat ka sila zroor milta h

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sadiahafeez پيغام ديکھيے
                  Assalam o alaikum!

                  ummid hai kya aap sab bilkul theek hun main aapse Koi yah kahana chahti Hun ki mehnat ka Sila jarur milta hai Hamen hamesha mehnat karte rahana chahie agar mehnat karte rahenge to Hamen ek din jarur kamyabi milegi in sha Allah Hamen Allah per yakin rakhna chahie ek na ek din Hamen jarur bahut hi achcha profit milega
                  Walaikum salam ji han hamen ummid rakhta Hun Ki Main raat ka Sila ek na ek din jarur milta hai agar hamen raat nahin karenge to hamen kabhi bhi uska Sila aasan nahin ho sakta isiliye mil silico hustle karne ke liye work karne ki koshish karna hogi tab jakar Ham koshish mein acche aur perfect result has a long agar market ko acche se nahin sochenge to hamen kabhi bhi perfect result hasil nahin Ho sakega
                  • #84 Collapse

                    Re: Mehnat ka sila zroor milta h

                    yes aapane bahut hi acchi baat ki hai mehnat ka Sila jarur milta Hai Ham jitni jyada mehnat karenge utna hi achcha hamen usmein profit hasil ho jaega hamen koshish karni chahie ki Ham mehnat Karen achcha kam karne ki koshish karen hardworking ke upar focus den kyunki jitna jyada Ham hardwork karenge achcha kam karne ki koshish karenge utna achcha hamen profit milega hamen jyada se jyada apne kam kyon per focus Dene ki koshish karni chahie aur hamen achcha kam karna chahie kyunki mehnat kabhi rahega nahin jaati mehnat ka fal hamen jarur milta Hai
                    • #85 Collapse

                      Re: Mehnat ka sila zroor milta h

                      Ji dost aapane bilkul theek kaha hai jo Insan mehnat karta hai use sila Jarur Milta Hai forex trading ke liye Mehnat ke sath sath knowledge ka bhi Hona jaruri hai agar knowledge or experience hoga to aap theek Tarah Trading kar Payenge to isliye Hamesha mehnat Karni chahie aur mehnat Kabhi zaya nahin jaati
                      • #86 Collapse

                        Re: Mehnat ka sila zroor milta h

                        ji han bilkul dear aapane acchi baat ki hai ki mehnat ka Sila jarur milta hai isliye Koi member agar mehnat karta hai usko foran os ko reward nahin milta to usko bilkul bhi mayos hone ki jarurat nahin balki usko sabar se kam karna hoga kyunki sabar se kam milega to usko uski mehnat ka Sila jarur milega
                         
                        • #87 Collapse

                          Re: Mehnat ka sila zroor milta h

                          Walaikum Salam ummid Hai ki sab khairiyat se honge aur Forex trading ko injoy kar rahe honge Ji Bhai bilkul aapki baat sahi ho raha hai ki baat se ek request highway mein yah batana chahunga ki naat ka Sila sabko milta Hai aur kisi ki mehnat bhi nahin hoti khaskar Pakistan per aapki mehnat kabhi bhi ja ya nahin hogi agar aap yahan per acchi mehnat karte hain aur aapke yahan per Dil lagakar kam karne ki koshish karte Hain To yakin mane ek din Aap jarur kamyabi Ho jaenge aur aap apne liye bahut acchi nahin kar payenge so I would suggest you that always depend on your hard work and keep trying you will be Inshallah succeeded very soon
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #88 Collapse

                            Mehnat ka Sila Zaroor Milta Hai

                            1. Taaruf Mehnat insan ki zindagi ka wo hissa hai jo usay taraqqi aur kamiyabi ke raste par chalata hai. Yeh ek aisa amal hai jisme insan apni jaan se koshish kar ke apne maqasid ko haasil karta hai. Aam tor par kaha jata hai ke "mehnat ka phal meetha hota hai," aur yeh baat sach hai ke jo log mehnat karte hain, unhen uska sila zaroor milta hai.

                            2. Mehnat aur Kismat ka Taluq Kuch logon ka maan'na hai ke kismat sab kuch hoti hai, lekin asal mein, mehnat kismat ko bhi badal sakti hai. Kismat pe bharosa ek acha amal hai, lekin jab tak insaan khud mehnat nahi karega, kismat bhi uska saath nahi de gi. Kismat aur mehnat ka ikatha chala kar insaan apne muqaddar ko chamka sakta hai.

                            3. Mehnat Ki Ahmiyat Mehnat ke bagair kisi bhi cheez ko hasil karna mushkil hai. Yeh ek aisi haqeeqat hai jo hamesha se hi qabil-e-qabool hai. Har kamiyab shakhs ke peechay unki mehnat ka haath hota hai. Duniya ke mashhoor aur ameer log bhi is bat par yaqeen rakhte hain ke baghair mehnat ke kuch nahi milta.

                            4. Mehnat aur Thakan Mehnat ek mushkil kaam hai jo insaan ko kabhi kabhi thakan aur takleef mein mubtala karta hai, lekin iska sila hamesha sukoon aur khushi ki surat mein milta hai. Aaj ke dore mein, jab har shakhs fast life jee raha hai, mehnat aur thakan ko bardasht karna ek challenge hai, lekin jo isko bardasht karta hai wo kamiyabi ka zayqa zaroor chakh sakta hai.

                            5. Sabak Sekhna Mehnat ka ek sab se bara faida yeh hai ke iske zariye insaan ko naye naye sabak sikhne ko milte hain. Har mushkil se guzarna aur mehnat karna insaan ki shakhsiat mein bhi ikhlaqi behtari laata hai aur wo apne tajurbe se kuch naya sekhta hai.

                            6. Mehnat aur Intezaar Mehnat karna asaan nahi hota, aur kai martaba uska phal foran nahi milta. Lekin yehi wo waqt hai jab intezaar aur sabr ki zaroorat hoti hai. Jo log intezaar aur sabr kar sakte hain, wo apne maqasid ke kareeb pohanch jate hain. Mehnat aur intezaar ka saath insaan ko kamiyabi ki janib le jata hai.

                            7. Mehnat Se Zehni Tasalli Mehnat karna na sirf insan ke liye faidamand hai, balke isse wo zehni sukoon bhi mehsos karta hai. Jab insan apne maqasid ke liye mehnat karta hai to wo andar se tasalli mehsos karta hai ke usne apna behtreen diya hai. Yeh tasalli insan ko mazeed achi mehnat karne ke liye raaghib karti hai.

                            8. Mehnat aur Khud Mukhtari Mehnat insan ko khud mukhtari ka ehsas dilati hai. Jab insan apne bal par kuch haasil karta hai, to usse apni qadar aur izzat ka ehsas hota hai. Mehnat ke zariye insan apne upar bharosa karke apne maqasid ko haasil karta hai aur ek mustaqil shakhsiyat ban jata hai.

                            9. Duniya Ki Nazar Mein Mehnat Ki Ahmiyat Duniya mein aise log ki kadar ki jati hai jo mehnat karke apni manzil ko haasil karte hain. Mashhoor aur kamiyab log bhi yehhi kehte hain ke "mehnat ka phal zaroor milta hai." Yeh cheez samajhna har shakhs ke liye zaroori hai ke baghair mehnat ke woh kabhi bhi logon ki nazron mein izzat aur maqam hasil nahi kar sakta.

                            10. Mehnat Aur Taleem Taleem aur mehnat ka aapas mein gehra taluq hai. Taleem insaan ko raasta dikhati hai aur mehnat us raaste par chalne mein madad deti hai. Taleem hasil karna asaan nahi hai aur is mein bhi mehnat aur lagan ki zaroorat hoti hai. Jo log taleem mein mehnat karte hain wo zindagi mein aage barhne ka raasta paa lete hain.

                            11. Mehnat Se Izzat Mehnat insan ko izzat dilati hai. Jab insan apne kaam mein mehnat aur lagan se kaam karta hai, to uske dosto, ghar walon aur samaaj mein izzat barhti hai. Yeh izzat aur waqar insaan ko mazeed mehnat aur kamiyabi ke raaste par chalne ka hosla deti hai.

                            12. Mehnat Ka Asar Insaan Ki Shakhsiat Par Mehnat insan ke andar hosla, himmat aur bardasht ka jazba paida karti hai. Yeh wo jazbaat hain jo insan ko har mushkil waqt mein madad deti hain. Mehnat karna insan ki shakhsiat ko mazboot aur behtar banata hai aur usay mazeed himmat aur jazbe ke sath aage barhne mein madad karta hai.

                            13. Mehnat Ka Inam Mehnat ka asal sila sirf paisa nahi hota, balke yeh woh sukoon aur khushi hai jo insaan ko apni mehnat ke natayej dekhne ke baad milti hai. Jab insaan apni mehnat ka phal dekhta hai, to wo sukoon aur khushi se bhara hua hota hai. Yeh asal sila hai jo insan ko mazeed mehnat karne ke liye tayar karta hai.

                            14. Mehnat Se Kamiyabi Aakhir mein ye baat sab ko samajhni chahiye ke kamiyabi sirf unhi logon ko milti hai jo mehnat karte hain aur kabhi haar nahi maante. Yeh wo log hain jo mushkilon se ghabrate nahi, balke unka samna karte hain aur apne maqasid ki janib barhte hain. Mehnat wo darwaza hai jo kamiyabi tak le jata hai, aur yeh baat bilkul sahi hai ke "mehnat ka sila zaroor milta hai."

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X