Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..
    Dear members Jaisa ke AAP Sab Jante Hain ke gold ki market fast moving market Mein Shamil hoti hai aur ismein aapko Achcha profit bhi ho sakta hai aur Achcha nuksan bhi ho sakta hai agar Ham gold Mein trading karna chahte hain to hamare liye first step experience hai agar hamare pass Achcha experience Nahin Hai To Ham gold Mein trade nahin kar sakte lekin main Kisi Se Iske bare mein puchna chahta hun ki aisi kaun si strategy Hai Jiski madad se Ham Gold per acchi trading Karke Achcha fayda Le sakte hain gold ki market basically fast hoti hai isliye Yahan per Agar market chart ko analyse karne Jaya Jaaye To fir bhi aap nahin kar sakte Kyunki Main tab account per ismein practice Karta rahata Hun To Mujhe Iske bare Mein Kuchh information Is Tarah Se hai ki agar aap Kuchh der pahle gold ki market ko jaj Karenge To vah Kuchh aur Hogi aur next Kuchh seconds Mein gold ki pakit apni movement ko change Kar Degi To Aise Mein trend bhi aapko Kuchh sahi se information Nahin De Pata ke Kis Tarah ka trend Aaj chal raha hai aur Kis Tarah ka trend next time chalne wala hai Gold ke bare mein agar sahi se strategy banani hai To Hamen Gold per pahle demo account mein practice kren minimum 1 week Agar acche se practice Karke kam Karenge to Gold per Achcha profit liya Ja sakta hai gold beshak Ek fast movement pair hai lekin aap Agar apne aap per a jaen aur Insan Jab Khud per a Jata Hai To uske liye koi Rasta Mushkil Nahin Hota Aur meri dear respected senior member se request hai ki agar aapko Gold ke bare mein Kuchh acchi information aur solid information hai to aap is per share Karen Taake Har Koi apni strategy share Karen aur Har Kisi Ko usse information mil sake
    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

    Gold ki market ko analysis Kiya jay aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko gold ki market ko analysis Karna bohat zurori hai agar aap gold ki market ko analysis krtay hai tu aap achi trading ka ka Acha profit hasal Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

      Ji ap nay sai kaha ha keh ager ham gold pair main trade karna chahty hain to is kay liye trade plan bahut ehm hay. Jis main ham strategy bhi banaty hain aur iskay sath hamary pas acha experience hoga to ham loss say bhi bachy rahain gay aur khud ko aik kamyab trader sabit karty huye earning bhi kar sakian gay.
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Best-wishes پيغام ديکھيے
        Dear members Jaisa ke AAP Sab Jante Hain ke gold ki market fast moving market Mein Shamil hoti hai aur ismein aapko Achcha profit bhi ho sakta hai aur Achcha nuksan bhi ho sakta hai agar Ham gold Mein trading karna chahte hain to hamare liye first step experience hai agar hamare pass Achcha experience Nahin Hai To Ham gold Mein trade nahin kar sakte lekin main Kisi Se Iske bare mein puchna chahta hun ki aisi kaun si strategy Hai Jiski madad se Ham Gold per acchi trading Karke Achcha fayda Le sakte hain gold ki market basically fast hoti hai isliye Yahan per Agar market chart ko analyse karne Jaya Jaaye To fir bhi aap nahin kar sakte Kyunki Main tab account per ismein practice Karta rahata Hun To Mujhe Iske bare Mein Kuchh information Is Tarah Se hai ki agar aap Kuchh der pahle gold ki market ko jaj Karenge To vah Kuchh aur Hogi aur next Kuchh seconds Mein gold ki pakit apni movement ko change Kar Degi To Aise Mein trend bhi aapko Kuchh sahi se information Nahin De Pata ke Kis Tarah ka trend Aaj chal raha hai aur Kis Tarah ka trend next time chalne wala hai Gold ke bare mein agar sahi se strategy banani hai To Hamen Gold per pahle demo account mein practice kren minimum 1 week Agar acche se practice Karke kam Karenge to Gold per Achcha profit liya Ja sakta hai gold beshak Ek fast movement pair hai lekin aap Agar apne aap per a jaen aur Insan Jab Khud per a Jata Hai To uske liye koi Rasta Mushkil Nahin Hota Aur meri dear respected senior member se request hai ki agar aapko Gold ke bare mein Kuchh acchi information aur solid information hai to aap is per share Karen Taake Har Koi apni strategy share Karen aur Har Kisi Ko usse information mil sake
        Thanks
        Apne experience ke mutabik hamen gold ko analyse karna chahie jab ham market mein ginti Lete Hain to hamen market ki situation ko samajhna bahut hi imported hota hai jitne diya tha aap par kadke situation ko samjhoge utni hi profitable trading kar payenge
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

          Gold ki market ko analysis karny ka sirf or sirf ak he tarika h or woh yeh keh hmain chahye keh ham log BHT ziada achy tariky s in sari ki sari chezon ko measure krein yeh hmary liay BHT ziada zarori h or hmain in chezon ko mind m rakh k khud ko BHT ziada acha trader bna k Kam karna chahte keh ham log is Chex ko focus krein
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

            Gold bahut hi risky pair hy tu hamen achy experince kay sath market ko jcheck karna hota hy agar hum as men khud say analysis karty hain tu hum kamyab ho jaty hian ur agar hum as men khud say analysis nahin karty hain tu hum nakam ho jaty hain tu hamen himat nahin harny chahey takeh hum as men achy tarekay kay sath analysis kar kay achy earning hasil kar saken kun kay forex men kam karna asan nahin hy
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

              Bhaijaan gold aajkal bahut niche a chuka hai aap iske upar jaane ke chances hain lekin kuch kuch agr ye mazeed oper nhe jata to nechy bhi a sakta hay hamin chye k ham is per trading ko soch smjh kr kren to tab ham is maon kamayb ho sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                Assalamu Alaikum dear friend gold main market to analyse karna for active mind ke sath himakat Koi knowledge karna padta hai agar aap gold trading karna chahti hai to iske liye aapke pass Ek Achcha balance Hona chahie Jab aap ka account ka balance Achcha hoga to hi aap Gold per trading kar sakte hain Varna thoda se Galti off Koi chord watch kar sakti hai Kyunki Gold ke Munh mein bahut jyada Tej hoti hai isliye Gold per Soch Milkar trading Karni chahie Jalore trading Karte Hain ki bahut Achcha account mein balance Hota Hai Jiski vajah se vah ek Achcha profit Hasil karna Mein successful ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                  Assalamu alaikum dear Forex member kaise hain aap sab ummid karte Hain ki aap sab khairiyat se honge aur forex business mein apna Kam kar rahe honge good question kiya hai aap logon ne ki hamen gold per trade lagane se pahle market ko acchi tarah signal check karne chahie aur signal ke mutabik market ko analyse karke hi trade lagani chahie agar Ham market ko analyse kiye bagair trading karte Hain to aise hamen trading mein loss bhi ho sakta hai isliye hamen market ko analyse karke hi trading karni chahie Ham tabhi achcha profit game kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                    Gold.mein trading kerna risky hai lakin agar hum iss ko market ko samajh jatay hain tou iss mein profit bahut zayada hota hai ache learning kay sath analysis karna chihay tab he ham log forex say bhut ache earning hasell kar saktay hein ye aik bohut acha online business hey jes mein hamen zyada say zyada mehnaat say kaam karna chihay ager ham log forex mein zayada mehnaat say or ache learning kay sath kaam karen gay tab he ham log forex say bohut ache earning hasell kar saken gay ye aik kamyaab business hey jes mein hamen apnay capital ko daikh kar trade lagani chahyea iss lye aap ko gold ki market ko samajhna chahyea aur uss kay analysis kerna chahyeain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                      Assalamu alaikum forex member karti hun ki aap sab khairiyat se honge ji member aapane bahut acchi baat ki hai mujhe aapki baat bahut acchi lagi hai aap bilkul perfect question Kiya hai aapane a god ki market karnal Ashish kaise kiya jaaye God ki market ka analysis karna bahut jyada jaruri hai trading karne ke liye agar aap bol per trading karna chahte hain jiske liye zaroori hai kya aap acche se acchi trading trading Karen aur achcha profit hasil karen to iske liye jaruri hai ki aap acche tarike ke sath Banaras bhi Karen aur achcha nahin chij aap is tarah hi kar sakte hain market ko open Karen candlestick ko dekhte hue market analysis Karen jitna jyada aap market analysis karenge jitna Dada conductor ko understand karenge utna hi acche tarike ke sath aap market analysis kar sakte hain aur acchi trading kar sakte hain aur achcha profit hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                        Gold ki market ko completely profitable banana off ke liye important hota hai no doubt Forex trading market main aapke Hamesha gold ki movement ko properly understand karna hota hai aur isme apni profitable trading karna Hoti Hai gold ki market volatility hone ki vajah se aapko bahut jyada advantages hone ke sath is risky trading karna Hoti Hai Kyunki gold Ek bahut hi risky where hai jismein aapko maximum advantages available ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                          Gold market KO analysis waisy hi kren jes tarah sy ap aur market ko analysis karty hn liken Gold ky rate sy hi analysis kiya ja sakta hy Gold ka Jo rate hy us hisab sy market ko analysis kiya jata hy market bahot ziyada fast market hy esy soch samjh ky samjhna parta hy gold market bahut jyada fast market hai aur account ko Vash kar Dene Wali market hai gold market account ko double bhi kar deti hai aur wash bhi kar sakti hai isiliye Soch Samajh Kar gold ko analysis karna padta hai aap gold ko Soch samajhkar analysis Karen Khas Taur per iski rate ko samjhaie jo gold ka rate chal raha hai uske hisab Se Hi gold movement karti hai aap news ko Dekhen news ko last me read Karen news Ko Dekhkar hi aap Samay jaen aur Market ko analysis Karen Uske bad hi aap gold market Mein trade Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                            koi bhi market Ho usko analysis karne ka sabse behtarin tarika yahi hai ki Ham use per aur fikra Karen aur market ke moments ko samjhe aur market ke ruzan ko jab insan samay jata hai to usmein se aapko use janme lazmi taur per 203 trade jarur mil jaati hai to aap sabse pahle market karo jaan ko samjhe jab aap jaan ko samajh Le tab jakar aapko trade ka mauka milega agar aapka mauka mil jaaye theek hai nahin to fir agali dubara TRAI karen to aapko mauka jarur milta hai aur jab update karte Hain to apna hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ki market ko analyse kesy kiya Jaye..

                              Ji han dear member aapane bilkul theek kaha hai ki gold ki market ko analyse karna bahut hi jaruri hai agar Ham gold ki market ko analyse Karke trading Karte Hain To is se Ham apni trading ki quality ko best banaa sakte hain Jo log trading karne se pahle signal ko acchi Tarah check Nahin Karte Soch Samajh Ke trading Nahin Karte unko loss hota hai isliye Hamen Soch Samajh Kar trading Karni chahie tabhi Ham apni trading ko perfect Banakar Achcha bonus game kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X