Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin
    agar apko lose hu gaya hy to is py dil har k kam na chor din balk ap lose hony ki wajohat ko dhundhn apko lose kis waja se hova hy or is se next time kese bacha ja sakta hy is ly kisi bhi ghalti ki waja se apna kam na chorin balk apny kam k mayar ko behtar banaen agar apka kam miyari hoga to yaqinan kamyabi apka muqdar hogi or apka kam miyari tab hoga jb ap us py mehnat karin gy kisi bhi kam k miyari hony ki dalil hy k us py mehnat ki jae apny kam ko miayari banaen or apni skills ko behtar banaen kyun k ap ki skills jtni achi hn ap ka kam bhi utna hi acha hoga apni nakamyn se experience hasil karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

    Forex ke maidan Mein profit aur nuksan yah donon Hote Rahte Hain Ham Logon Ko Pareshan Nahin Hona chahie Agar Hamara nuksan Ho Jata Hai To Ham Logon Ko chahie Ham acche tarike se trading Karen aur usse fayda uthane ki koshish karen Shuru Mein Sab Ko nuksan hota hai isliye aap Logon Ne Pareshan Nahin Hona Bal ke ismein kam karna hai acche tarike se kaksha trade wahi hota hai jo Soch samajhkar trading karta hai isase fayda uthata hai Ham Logon Ko Bhi Forex Soch Samajh Kar karna chahie is se fayda Lene Ki Koshish Karni chahie ham log acche aur expert trader use Waqt banenge Jab ham log Sahi tarike se kam Karenge aur apne Dar Ko khatm kar denge aap Logon Ko Apna Dar khatm karna hoga sabse pahle Jab aap logon ka Andar Ka Dar khatm ho jaega tab aap Logon ke liye trading Aasan ho jayegi aur aap is se fayda Utha Sakenge To aapane Agar kamyabi Hasil karni hai aur ek Achcha aur expert tractor banana hai aap Logon ke apne Andar Ka Dar khatm Karke Ek acchi trading karna Hogi aur apne aap ko Kamyab trader banana Hoga Varna nuksan Hoga aap kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge aap log kam Karte Rahen kam Karte Rahen nuksan hota hai koi baat nahin kam Karte Rahen Ek Din Aap Ka nuksan munafa Mein takdeer Ho Jaega aur aap ek acche aur expert trader Ban Jaenge To Kam karna Kabhi aapane leave nahin karna bar kis Jyada Se Jyada acche se Achcha kam karna hai aur apni trading co Ek acchi trading banana Hai Is Tarah aap log Kamyab Honge aur acchi trading kar Sakenge aur aap Logon Ko fayda Hoga mere doston Se Jyada fayda Hoga aap Logon Ko
    • #3 Collapse

      Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

      Assalam walekum Forex bhai kaise ho theek ho yah Baat aapane bilkul sahi kahi hai ki Hamen lost hone ke bad Dill per Nahin Lena chahie Hamen chahie ke mehnat aur imandari Kaisa 8 trade lagaen aur apne knowledge ke sath train Laga Hai To Dobara se Achha profit Hasil Karen
      • #4 Collapse

        Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

        Asslam.o.alaikum dear forex member umeed krta hon k ap khriet sy hon gy and forex trade sy benefit hasil kr rhy Hon gy ji Humne bahut acchi baat ki hai ki last Ki Surat Mein Kabhi Bhi Dil Lagaya Kyon Jab aapko love hota hai to aap Dil Har Jaate Hain aur aap work Chhod Jaate Hain isliye aapko chahie Ke Dil Kabhi Na Hare mehnat Kare aur Jyada Se Jyada profit Hasil Karen Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

          Ji han bilkul theek ka loss Ki Surat Mein Kabhi Hamen Dil Chhota nahin karna chahie Kabhi Bihar Nahin Mane chahie Kyunki Hamara loss Hamen Sabak sikhata Hai Hamen Apne loss se Sabak sikhana chahie aur apne loss ko cover Karke profit Mein badalna chahie Kyunki loss Hamen Hamari mistakes ki vajah se hota hai Hamen apni mistakes ko cover karna chahie Tha ke Ham agale dafa loss se baccha ke kabhi bhi Logon Ko Dekhkar ghabrana Nahin chahie Aur Dil Ko Chhota nahin karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MalikMuhammadNawazKhalid پيغام ديکھيے
            agar apko lose hu gaya hy to is py dil har k kam na chor din balk ap lose hony ki wajohat ko dhundhn apko lose kis waja se hova hy or is se next time kese bacha ja sakta hy is ly kisi bhi ghalti ki waja se apna kam na chorin balk apny kam k mayar ko behtar banaen agar apka kam miyari hoga to yaqinan kamyabi apka muqdar hogi or apka kam miyari tab hoga jb ap us py mehnat karin gy kisi bhi kam k miyari hony ki dalil hy k us py mehnat ki jae apny kam ko miayari banaen or apni skills ko behtar banaen kyun k ap ki skills jtni achi hn ap ka kam bhi utna hi acha hoga apni nakamyn se experience hasil karin
            Assalamu alaikum my dear friends and fellows jab Ham is app per aate Hain to hamen is baat per lekin rahani hona chahie kya hota hai hamen Sabra karna chahie to ke sabar mein Hi meetha fal hai isliye jab last jaaye to hamen pareshan nahin hona chahie
            • #7 Collapse

              Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

              Asslamo Alikum dear forex members Han g hamain chahiye k hum loss honay ki wja sy ghabrana nae chahiye balky sabar sy kam krna chahiye aur bhttt zeyada mehnat krni chahiye himmat nae harni chahiye jb hum mehnat krain gy to hmain faida hoga aur acha bonus Mily ga es liye jb hamain loss hota hai to humain apni mistakes ko notice krna chahiye k hum ny kahan aur kaisy mistake ki us point ko note krain taky next time aise koi ghalti na ho just mn loss k chances hn aur hum careful ho jayin
              • #8 Collapse

                Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                Assalam o alaikum!

                ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki last ki surat mein kabhi bhi Dil na hare to aapko batate chalenge kijiye aapane bilkul theek hai hamen apna Dil chhota nahin karna chahie loss or profit to business kaisa hai agar ham log se kab bhare jaenge tumko bhi kamyabi hasil nahin kar sakenge hamen kabhi blouse nahin aana chahie loss or profit is a part of business hamen chahie Ham Hain aapke sath apna Kam karte Rahe hain hamein kamyabi jarur milegi
                • #9 Collapse

                  Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                  Forex ke tamam members ko meri taraf se adab main sirf itna kahunga ki har na kami ke bad kamyabi hoti hai na kami per dilbar dasta nahin hona chahie kamyab insan hua hai hai jo har na kami ke bad kamyabi hadil karta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                    Salaam duahe sab kheriyat se hon.Forex ke business Mein profit aur loss.donon Hote Rahte Hain Ham Logon Ko Pareshan Nahin Hona chahie Agar Hamara nuksan Ho Jata Hai To Ham Logon Ko chahye Ham acche tarike se trading Karen aur usse fayda uthane ki koshish karen Shuru Mein Sab Ko nuksan hota hai isliye aap Logon Ne Pareshan Nahin Hona Bal ke ismein kam karna hai acche tarike se acha trader wohi hota hai jo Soch samajhkar trading karta hai isase fayda uthata hai Ham Logon Ko Bhi Forex Soch Samajh Kar karna chahie is se fayda Lene Ki Koshish Karni chahye ham log acche aur expert trader use Waqt banenge Jab ham log Sahi tarike se kam Karenge aur apne Dar Ko khatm kar denge aap Logon Ko Apna Dar khatm karna hoga sabse pahle Jab aap logon ka Andar Ka Dar khatm ho jaega tab aap Logon ke liye trading Aasan ho jayegi aur aap is se fayda Utha Sakenge To aapane Agar kamyabi Hasil karni hai aur ek Achcha aur expert tractor banana hai aap Logon ke apne Andar Ka Dar khatm Karke Ek acchi trading karna Hogi aur apne aap ko Kamyab trader banana Hoga Varna nuksan Hoga aap kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge aap log kam Karte Rahen kam Karte Rahen nuksan hota hai koi baat nahin kam Karte Rahen Ek Din Aap Ka nuksan munafa Mein tabdeel Ho Jaega aur aap ek acche aur expert trader Ban Jaenge To Kam karna Kabhi aapane leave nahin karna bar kis zyada Se zyada ache se Acha kam karna hai aur apni trading co Ek acchi trading banana Hai Is Tarah aap log Kamyab Honge aur acchi trading kar Sakenge aur aap Logon Ko fayda Hoga mere doston Se Jyada fayda Hoga aap Logon Ko..
                    • #11 Collapse

                      Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                      Salam dear members ji bilkul Los aane ke bad hamen Dil chhota nahin karna chahie kyunki a loss or benefit har karm ka hissa hote Hain balke loss insan ko masjid strong banata hai hai agar loss aata hai to insan use lor se sikhata hai kisi bhi kam ke andar loss ka hona hamen masjid strong banata hai is tarah se Ham ine chijon ko basith behtar tarike se learn kar sakte hain aur apne kaam ko Patra tarike se perform bhi kar sakte hain forex trading ke andar hamen loss se jaane ki Surat mein Dil chhota nahin karna chahie kyunki yah market up-and-down hoti rahti hai hamen loss ki Surat mein sab se Kam Lena chahie kyon ke yahi hamari strength ko badha sakta hai aur hamen in future ek achcha benefit de sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                        Dear member aapane achcha question Kiya Hai ki hamen lo sone ki Surat mein Dana Nahin chahie na hi pareshan hona chahie kyunki log samay tab hota Hai jab hamare pass experience or knowledge kam hota hai hamen apna knowledge experience increased karna chahie jiske bad ham eskrima ki ki movement ko acchi Tarah se samajh Kar apni trade acchi laga kar achcha profit utha sakenge new member ko start mein loss hota rahata hai to ismein pareshan hone ki jarurat Nahin balki hamen apna mehnat ke sath work karte rahana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                          Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein maximum profit Hasil kar rahe Honge main aapse ek baat karna chahta hun ki agar aap ko Agar Forex trading Mein trading ke dauran loss ho gaya hai to aap kabhi bhi tension na lain aapko chahie ki aap aap market ko analysis karka apna loss ko recover karen. Agar ap mare advice ko follow karen ge or market ko analysis kar ka trading karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Allah Hafiz)
                          • #14 Collapse

                            Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                            sahi kaha hy apny, ager hamien loss hojye to pher hamein dil nhe harna chaye is lye ha mein is mian emahtn karnyc ahye aur pher himat ky sath work akrna chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian emahtn karnyc ahey aur pehr hiamt ky sath work akrna chaye jis sy pher kafi ziada eanring bhi kama skaty hn so hamein is mian meatn karnyc haye jis sy pehr kafi ziada eanring bhi kama sakty hn ham so ham ien is mian meahtn karnyc hayejis sy pher kafi ziada so ha mein is mian mehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian emhant karnyc haye jis sy pher kamyabi bhi hosakty h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lose ki surat mn kabhi bhi dil na harin

                              Asslam o Alikum, jee han ap na blkul sahii kha loss ki sourt mein harna ni chhaye balku r zda mahent krnii chhaye taa k aglii bar loss naa hoo balky mahent r lgan sy km krien r agy bhrien loss to zindagii ka hisa hai yh aty rhty hain. Loss ki wja sy kisi km ko chorbni dna chhayee. Yh aik bahtreen zriya hai earning kliaa is sy mahent r lagan sy km krine next time ohr fda ho gaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X