forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex
    kya apko malom hai trading kis time karni chahiya har waqat market alag hoti hai kise time kahan hoti hai aur kise time kahan hoti hai market me risk nh lana chahiya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading market 24 hours open rehti ha or is market main forex traders kisi bhi time trading kar sakte hain. or main to demo account main kabhi bhi trading kar leta hon mera koi time fix nai ha.
    • #3 Collapse

      dear app trading tu 24 hours ker sakta hia par agar app news ka time kuch atiyat say kam ly na chahe ya news mai kafe jada ik dam movement hoti hai news ka hawa say app ************ ki site ma visit ker ka pura din ka news malum ker saktay han.
      • #4 Collapse

        Ji han ye market k har time k hisabs a alag alag section hoty hain or un section k hisab sa un country ma.traidng hoti hai
        or market ki movement ma.fraq ata hai
        ma ye kaho ga k.Pakistan k waqat k hisab sa aap ko rat or dohr sa ly kr rat tak ka time ma trading krninchaye ye best rehti hai
        or iss ma market ma movement hotii haior acha profit kamaya ja sakta hai
        • #5 Collapse

          Forex trading is the big business Forex market open the five days and we are work the markwt any time. We are need the plan.
          • #6 Collapse

            forex trading ek bohat hi behtreen business hia jis mein ap bohat ziyada earning kars akte ian bs baat hai isko theek se seekhne ki aur is mien practice karne ki.
            • #7 Collapse

              yar ap ne theek kaha market k ups and downs chalty rehty hyn and market har time movement me rehti hy but ye ap pe depend karta hy k ap ko kon sa time suit karta hy Q k ye ap ne sikhna hota hy ap jis time me sikh jaty ho ap ko wohi time me kaam karna asaan lagta hy
              • #8 Collapse

                mery khyal say jhan tak forex ki trad lagany ki timing hai mai to sirf do kaam hi krta pehlay mai fundamentals ko analyze karta dosra mai trend ko follow karta support and resistance ko dekhty huway.
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai hmein apne trading mein trade us wqt krne chahe jb hmein market ke trend ka sahih pta chl jae aur hmein apne trading mein news ko bhe dekhna chahe aur market ke trend ke sath chl kr apne trading krna chahe phr risk nhe hota he
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    g mujhe is baat ka idea b study kranay say hua.. phle ya idea nhe tha.. k forex 24 hour kesay chalti rehti haai.. ya aik important concept haai or trading k liye ya study karna b bohat important hota hai k kis time kon say pair xada achay hotay ahai trade may...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X