Bonus sa Gold main Trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Sir main to new person hoon mujhe simple trading nahi ati ap to gold trading ki baat ker rahay ho gold trading kay mujhe nahi pata hai ye trading simple trading say kaafi different hoti hai or is may loss bhi bohat bara hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      g me to ap ko rokon ga k ap ko es shuro me to kam naeh karna hay kun k ya ak mehange metal hay or ye ap ko kam wakt me kfe zead loss de saktyhay to ap ko es ko seekhan hay
      • #648 Collapse

        bonus se bhai jan bilkul kaam kiya ja sakta hai gold ke oper or bonus ki trading me aap ko kafi sahulat bhi milti hai small lot use ki jaye agar to bonus ki trading me aap ko kafi acha profit de sakta hai gold or kafi acha kama sakte hain aap gold per .
        • #649 Collapse

          g hyn jnab mere kyal se to ap bonus se gold min treding kar sakte hyn but us ke lie him ko buhat hi zyda or San se zyda bonus honacahye tabhi him us se treding kar sakte hyn
          • #650 Collapse

            Dear ap sab piars main trading ker sagty hain chahy wo currency piar ho ya gold ho ya oil ho insta app ko jes main allow kerta hy app us main trading ker sagty hain oir profit bna sagty hain
            • #651 Collapse

              bhai jaan forex trading mai hum bonus trading kar sakte hai kiu k insta forex trading mai humay bonus trading ka advantage hasil hota hai hum apne bonus ki base per easily trading kar k much profit easily earn kar sakte hai jis mai humay ziyada tar apne experience he ki base per trading karni hoti hai hum gold per trading kar sakte hai lekin us mai much experience gain karna parta hai humay
              • #652 Collapse

                ji han aap bonus se gold me bhi trde kr skty hin. Gold me trading ky lye ap ky pas bonus acha hona chaye. mens Gold high risky pair hai . thory se bonus ky sath gold me trading nhi krni chaye. agr bonus zada ho to aap trading kr skty hain.
                • #653 Collapse

                  agar aap gold trading karna chahtay hai to iss kay liye rules and regulations hai awal to aap ko bohat saara capital zaroorat hota hai iss liye aap agar bonus say gold trades kartay hain to defenitely aap to loss ki taraf jai gay.
                  • #654 Collapse

                    forex trding aik boht acha business hay hum i smain traidng karty hain humain is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main gold main trading karny kay liye humain is main kafi practice ki zarort hoti hay
                    • #655 Collapse

                      yes bilkul kar sakte hain bonus se gold pe trade is main koi restriction nahee hai lekin gold pe trade karne k liye acha amount and experience hona laazmi hai
                      • #656 Collapse

                        g bhai jaan apka sawal acha hai hum kr skty hain ku nhi jr skty ap is se earn kia huwa balance se kisi b pairs pr trade lga skty hu chahiay wo GOLD hai ya koi aur hi hun
                        • #657 Collapse

                          bonus say hum gold main trade kr saqty hain ya nahi mery khial main is gold main trade krny k liay hamary pass zada balance hona zarori hai laikin hum ko posts say itna zada balance nahi milta jis say gold main trade kr saqy
                          • #658 Collapse

                            jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or humain is main profit b hos akta hay or huamin is main aagr gold main tading karni hoti hay to huamin trading main learning kar kay kam karna ho ga ta kay loss nai ho
                            • #659 Collapse

                              kr stakty ha yr gold me bhi trade wo bhi curriences ka hi hissa likin gold pr trade kr ny l leye zarori ha k bonus zeyada ho ni to gold pr trade ni ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                bonus sa gold par trade krna mary kahayal ma boht bari bewkofi ha kuin ik tu us ma spread 60 points ha us ka baad kab ap ki trade plus ma jy or kab ap ko profit ho or agr loss ma jana start ho jy tu phir tu apka account he ur jy ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X